Kis Ki Aarzu The Hum Kis Ne Be Aman ChhoDa, Urdu Ghazal By Sameena Aslam Sameena

Kis Ki Aarzu The Hum Kis Ne Be Aman ChhoDa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sameena Aslam Sameena. Kis Ki Aarzu The Hum Kis Ne Be Aman ChhoDa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Ki Aarzu The Hum Kis Ne Be Aman ChhoDa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس کی آرزو تھے ہم کس نے بے اماں چھوڑا

ثمینہ اسلم ثمینہ

کس کی آرزو تھے ہم کس نے بے اماں چھوڑا

چھوڑو بیتی باتوں کو کس نے کیوں کہاں چھوڑا

پیچھے پیچھے ہو لیتے جا کے ہم منا لیتے

وہ تو یوں گیا کوئی نام نہ نشاں چھوڑا

منہ چھپاتے پھرتے ہیں آپ اپنے دامن میں

اس نے اس طرح چھوڑا کہ پھر کہیں کا نہ چھوڑا

بات بات پر ہم کو جان چھوڑو کہتے ہو

دعویٰ ہے کہ رو دو گے ہم نے جب جہاں چھوڑا

پھر سنا ہے اس کے بعد داستانیں بنتی گئیں

کہتے کہتے اک جملہ ہم نے درمیاں چھوڑا

ثمینہ اسلم ثمینہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Ki Aarzu The Hum Kis Ne Be Aman ChhoDa

Sameena Aslam Sameena

kis ki aarzu the hum kis ne be aman chhoDa
chhoDo biti baaton ko kis ne kyon kahan chhoDa

pichhe pichhe ho lete ja ke hum mana lete
wo to yun gaya koi nam na nishan chhoDa

munh chhupate phirte hain aap apne daman mein
us ne is tarah chhoDa ki phir kahin ka na chhoDa

baat baat par hum ko jaan chhoDo kahte ho
dawa hai ki ro doge hum ne jab jahan chhoDa

phir suna hai is ke baad dastanen banti gain
kahte kahte ek jumla hum ne darmiyan chhoDa

(408) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Ki Aarzu The Hum Kis Ne Be Aman ChhoDa written by Sameena Aslam Sameena at UrduPoint. Kis Ki Aarzu The Hum Kis Ne Be Aman ChhoDa is one of the masterpieces written by Sameena Aslam Sameena. You can also find the complete poetry collection of Sameena Aslam Sameena by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sameena Aslam Sameena' above.

Kis Ki Aarzu The Hum Kis Ne Be Aman ChhoDa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Ki Aarzu The Hum Kis Ne Be Aman ChhoDa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.