Azal Ke Din Se Chala Hun Abhi Safar Mein Hun, Urdu Ghazal By Sarfaraz Bazmi

Azal Ke Din Se Chala Hun Abhi Safar Mein Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sarfaraz Bazmi. Azal Ke Din Se Chala Hun Abhi Safar Mein Hun comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Azal Ke Din Se Chala Hun Abhi Safar Mein Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ازل کے دن سے چلا ہوں ابھی سفر میں ہوں

سرفراز بزمی

ازل کے دن سے چلا ہوں ابھی سفر میں ہوں

میں آسماں پہ سہی پھر بھی رہگزر میں ہوں

سخن میں سوز نہ جانے کہاں سے پھوٹ پڑا

غریق جب سے مئے حرف لا تذر میں ہوں

تری نماز ہے محتاج منبر و محراب

مری نماز کہ بس رزم خیر و شر میں ہوں

سکون دل کی طلب میں تڑپ رہا ہوں مگر

اسیر لذت دنیائے سیم و زر میں ہوں

مرا قصور تھا قالو بلٰی شہدنا بھی

قصوروار خطائے ابوالبشر میں ہوں

سرفراز بزمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Azal Ke Din Se Chala Hun Abhi Safar Mein Hun

Sarfaraz Bazmi

azal ke din se chala hun abhi safar mein hun
main aasman pe sahi phir bhi rah-guzar mein hun

suKHan mein soz na jaane kahan se phuT paDa
ghariq jab se mai-e-harf-e-la-tazar mein hun

teri namaz hai muhtaj-e-mimbar-o-mehrab
meri namaz ki bas razm-e-KHair-o-shar mein hun

sukun-e-dil ki talab mein taDap raha hun magar
asir lazzat-e-duniya-e-sim-o-zar mein hun

mera qusur tha qalu-bala-shahidna bhi
qusur-war KHata-e-abul-bashar mein hun

(238) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Azal Ke Din Se Chala Hun Abhi Safar Mein Hun written by Sarfaraz Bazmi at UrduPoint. Azal Ke Din Se Chala Hun Abhi Safar Mein Hun is one of the masterpieces written by Sarfaraz Bazmi. You can also find the complete poetry collection of Sarfaraz Bazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sarfaraz Bazmi' above.

Azal Ke Din Se Chala Hun Abhi Safar Mein Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Azal Ke Din Se Chala Hun Abhi Safar Mein Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.