Ittifaqan Hui Saqi Teri Guftar Ghalat, Urdu Ghazal By Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi

Ittifaqan Hui Saqi Teri Guftar Ghalat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi. Ittifaqan Hui Saqi Teri Guftar Ghalat comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ittifaqan Hui Saqi Teri Guftar Ghalat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اتفاقاً ہوئی ساقی تری گفتار غلط

سید احمد حسین شفیق لکھنوی

اتفاقاً ہوئی ساقی تری گفتار غلط

جیسے کہنے لگا ہر بات کو مے خوار غلط

تم کو ہوتا ہے یقیں ہوتی ہے تکرار غلط

روز اک بات کہا کرتے ہیں اغیار غلط

دل مرا تاکا تھا اور زخم جگر پر مارا

کیا ترا ہاتھ پڑا آج ستم گار غلط

سر مرا کاٹ لے جلاد نہ اف نکلے گی

کبھی کہنے کا نہیں تیرا وفادار غلط

ہوش میں آ کے لگا زخم ذرا او قاتل

تیرے گھبرانے سے پڑ جاتی ہے تلوار غلط

جو وہ کہتا ہے مسیحا تو یقیں لا اس کو

حال کہنے کا نہیں ہے ترا بیمار غلط

وہ جو کچھ کہتے ہیں اغیار وہی کہتے ہیں

اپنی ہم بات کو کہہ دیتے ہیں ناچار غلط

چھیڑنے کو انہیں میں بات کئے جاتا ہوں

میرے کہنے کو وہ کہہ دیتے ہیں ہر بار غلط

روز کہتا ہے نہ جاؤں گا میں ان زلفوں میں

دل ناداں ترا ہو جاتا ہے انکار غلط

قبر میں آنے کہا ہے تو شفیقؔ آئے گا

کبھی کہنے کا نہیں میرا مددگار غلط

سید احمد حسین شفیق لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ittifaqan Hui Saqi Teri Guftar Ghalat

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi

ittifaqan hui saqi teri guftar ghalat
jaise kahne laga har baat ko mai-KHwar ghalat

tum ko hota hai yaqin hoti hai takrar ghalat
roz ek baat kaha karte hain aghyar ghalat

dil mera taka tha aur zaKHm jigar par mara
kya tera hath paDa aaj sitamgar ghalat

sar mera kaT le jallad na uf niklegi
kabhi kahne ka nahin tera wafadar ghalat

hosh mein aa ke laga zaKHm zara o qatil
tere ghabrane se paD jati hai talwar ghalat

jo wo kahta hai masiha to yaqin la us ko
haal kahne ka nahin hai tera bimar ghalat

wo jo kuchh kahte hain aghyar wahi kahte hain
apni hum baat ko kah dete hain na-chaar ghalat

chheDne ko unhen main baat kiye jata hun
mere kahne ko wo kah dete hain har bar ghalat

roz kahta hai na jaunga main un zulfon mein
dil-e-nadan tera ho jata hai inkar ghalat

qabr mein aane kaha hai to 'shafiq' aaega
kabhi kahne ka nahin mera madad-gar ghalat

(448) ووٹ وصول ہوئے

More Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi Poetry

دل کہتا ہے دیکھوں گا ترا تیر نظر توڑ

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi - سید احمد حسین شفیق لکھنوی

Dil Kahta Hai Dekhunga Tera Tir-e-nazar Tod

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi Urdu Poetry

سینے پہ ہاتھ رکھے تھا اور رنگ زرد تھا

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi - سید احمد حسین شفیق لکھنوی

Sine Pe Hath Rakkhe Tha Aur Rang Zard Tha

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi Urdu Poetry

خضر سے کہہ دو کہ آ کر دیکھ لیں آب حیات

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi - سید احمد حسین شفیق لکھنوی

Khizr Se Kah Do Ki Aa Kar Dekh Len Aab-e-hayat

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi Urdu Poetry

اس طرح دیں گے وصل میں تکرار کا جواب

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi - سید احمد حسین شفیق لکھنوی

Is Tarah Denge Wasl Mein Takrar Ka Jawab

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi Urdu Poetry

کسی کی آنکھ میں رہتا کسی کے دل میں رہ جاتا

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi - سید احمد حسین شفیق لکھنوی

Kisi Ki Aankh Mein Rahta Kisi Ke Dil Mein Rah Jata

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi Urdu Poetry

اس کے کوچہ سے تو میں بے سر و ساماں نکلا

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi - سید احمد حسین شفیق لکھنوی

Uske Kuche Se To Main Be-sar-o-saman Nikla

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi Urdu Poetry

خدا کے واسطے کچھ دن ہو مہرباں صیاد

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi - سید احمد حسین شفیق لکھنوی

Khuda Ke Waste Kuchh Din Ho Mehrban Sayyaad

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi Urdu Poetry

دل کا کنول بجھے ہوئے مدت گزر گئی (ردیف .. ا)

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi - سید احمد حسین شفیق لکھنوی

Dil Ka Kanwal Bujhe Hue Muddat Guzar Gai

Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi Urdu Poetry

You can read Ittifaqan Hui Saqi Teri Guftar Ghalat written by Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi at UrduPoint. Ittifaqan Hui Saqi Teri Guftar Ghalat is one of the masterpieces written by Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sayed Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi' above.

Ittifaqan Hui Saqi Teri Guftar Ghalat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ittifaqan Hui Saqi Teri Guftar Ghalat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.