Aandhiyon Se Hain Rabte Uske, Urdu Ghazal By Sayed Mujeebul Hasan

Aandhiyon Se Hain Rabte Uske is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sayed Mujeebul Hasan. Aandhiyon Se Hain Rabte Uske comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aandhiyon Se Hain Rabte Uske on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آندھیوں سے ہیں رابطے اس کے

سید محمد مجیب الحسن

آندھیوں سے ہیں رابطے اس کے

جل رہے ہیں سبھی دیے اس کے

خوشبوئیں کر رہی ہیں اس کا طواف

باغ سب ہیں ہرے بھرے اس کے

وہ سراپا ہے آفتاب جمال

کون ٹھہرے گا سامنے اس کے

مجھ سے پہچانتے ہیں لوگ اس کو

عکس میرے ہیں آئنے اس کے

میں کتاب اس کی زندگی کی ہوں

مجھ میں روشن ہیں حاشیے اس کے

شب کے زنداں میں قید ہے وہ مگر

ہیں اجالوں سے رابطے اس کے

اس کے ہر زاویے سے واقف ہوں

میں نے کھینچے ہیں زائچے اس کے

آج تک نام دے سکا نہ کوئی

ہیں تعلق عجب مرے اس کے

سید محمد مجیب الحسن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aandhiyon Se Hain Rabte Uske

Sayed Mujeebul Hasan

aandhiyon se hain rabte us ke
jal rahe hain sabhi diye us ke

KHushbuen kar rahi hain us ka tawaf
bagh sab hain hare-bhare us ke

wo sarapa hai aaftab-e-jamal
kaun Thahrega samne us ke

mujh se pahchante hain log us ko
aks mere hain aaine us ke

main kitab us ki zindagi ki hun
mujh mein raushan hain hashiye us ke

shab ke zindan mein qaid hai wo magar
hain ujalon se rabte us ke

us ke har zawiye se waqif hun
main ne khinche hain zaiche us ke

aaj tak nam de saka na koi
hain talluq ajab mere us ke

(453) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aandhiyon Se Hain Rabte Uske written by Sayed Mujeebul Hasan at UrduPoint. Aandhiyon Se Hain Rabte Uske is one of the masterpieces written by Sayed Mujeebul Hasan. You can also find the complete poetry collection of Sayed Mujeebul Hasan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sayed Mujeebul Hasan' above.

Aandhiyon Se Hain Rabte Uske is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aandhiyon Se Hain Rabte Uske, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.