Aib To Honge Chand Tare Mein, Urdu Ghazal By Sayed Saba Wasti

Aib To Honge Chand Tare Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sayed Saba Wasti. Aib To Honge Chand Tare Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aib To Honge Chand Tare Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عیب تو ہوں گے چاند تارے میں

سید صبا واسطی

عیب تو ہوں گے چاند تارے میں

سوچیے آپ اپنے بارے میں

اتنا کہہ دو کہ اپنے تک رکھیے

پھیل جائے گی بات سارے میں

اور دل کش ہوئی ہیں نم آنکھیں

میٹھی لگتی ہیں اور کھارے میں

اپنی کرتے ہیں دل ضمیر و ذہن

سارے افسر ہیں اس ادارے میں

الجھنوں سے نجات پنہاں ہے

اک بھروسے میں اک اشارے میں

سب پرکھنے کو ہے کمی بیشی

سب اسی کا مرے تمہارے میں

ایسے پھرتے ہیں شام تنہا میں

جیسے ہلکی ہوا غبارے میں

اس کی قدرت کا معترف ہے صباؔ

وہ نظر میں وہی نظارے میں

سید صبا واسطی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aib To Honge Chand Tare Mein

Sayed Saba Wasti

aib to honge chand tare mein
sochiye aap apne bare mein

itna kah do ki apne tak rakhiye
phail jaegi baat sare mein

aur dilkash hui hain nam aankhen
miThi lagti hain aur khaare mein

apni karte hain dil zamir-o-zehan
sare afsar hain is idare mein

uljhanon se najat pinhan hai
ek bharose mein ek ishaare mein

sab parakhne ko hai kami-beshi
sab usi ka mere tumhaare mein

aise phirte hain sham-e-tanha mein
jaise halki hawa ghubare mein

us ki qudrat ka mo'tarif hai 'saba'
wo nazar mein wahi nazare mein

(778) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aib To Honge Chand Tare Mein written by Sayed Saba Wasti at UrduPoint. Aib To Honge Chand Tare Mein is one of the masterpieces written by Sayed Saba Wasti. You can also find the complete poetry collection of Sayed Saba Wasti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sayed Saba Wasti' above.

Aib To Honge Chand Tare Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aib To Honge Chand Tare Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.