KHalish-e-Khaar Ho Wahshat Mein Ki Gham TuT PaDe, Urdu Ghazal By Shad Lakhnavi

KHalish-e-Khaar Ho Wahshat Mein Ki Gham TuT PaDe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shad Lakhnavi. KHalish-e-Khaar Ho Wahshat Mein Ki Gham TuT PaDe comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read KHalish-e-Khaar Ho Wahshat Mein Ki Gham TuT PaDe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خلش خار ہو وحشت میں کہ غم ٹوٹ پڑے

شاد لکھنوی

خلش خار ہو وحشت میں کہ غم ٹوٹ پڑے

پر پھپھولوں میں الٰہی نہ مرے پھوٹ پڑے

دن دو پہرے ہی شفق شام جہاں میں پھولے

آسماں پر لب لعلیں کے اگر چھوٹ پڑے

دم نکل جائے خفا ہو کے غم کاکل میں

جو پڑے حلق میں پھندا وہ گلا گھوٹ پڑے

ہجر ساقی میں دہن سے مرے اچھو ہو کر

جو پیوں آب بقا بھی وہ نکل گھوٹ پڑے

حرمت بنت عنب میں نہیں کچھ شک اے شادؔ

واعظیں بیہدا بکتے ہیں بکیں چھوٹ پڑے

شاد لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHalish-e-Khaar Ho Wahshat Mein Ki Gham TuT PaDe

Shad Lakhnavi

KHalish-e-KHar ho wahshat mein ki gham TuT paDe
par phaphulon mein ilahi na mere phuT paDe

din dopahre hi shafaq-e-sham jahan mein phule
aasman par lab-e-lalin ke agar chhuT paDe

dam nikal jae KHafa ho ke gham-e-kakul mein
jo paDe halq mein phanda wo gala ghuT paDe

hijr-e-saqi mein dahan se mere uchchhu ho kar
jo piyun aab-e-baqa bhi wo nikal ghuT paDe

hurmat-e-bint-e-inab mein nahin kuchh shak ai 'shad'
waizin behuda bakte hain baken chhuT paDe

(401) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHalish-e-Khaar Ho Wahshat Mein Ki Gham TuT PaDe written by Shad Lakhnavi at UrduPoint. KHalish-e-Khaar Ho Wahshat Mein Ki Gham TuT PaDe is one of the masterpieces written by Shad Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Shad Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shad Lakhnavi' above.

KHalish-e-Khaar Ho Wahshat Mein Ki Gham TuT PaDe is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHalish-e-Khaar Ho Wahshat Mein Ki Gham TuT PaDe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.