KHayal-o-KHwab Pe Is Tarah Chha Gaya Hai Koi, Urdu Ghazal By Shafeeq Parween

KHayal-o-KHwab Pe Is Tarah Chha Gaya Hai Koi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shafeeq Parween. KHayal-o-KHwab Pe Is Tarah Chha Gaya Hai Koi comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read KHayal-o-KHwab Pe Is Tarah Chha Gaya Hai Koi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال و خواب پہ اس طرح چھا گیا ہے کوئی

شفیق پروین

خیال و خواب پہ اس طرح چھا گیا ہے کوئی

مرے وجود سے مجھ کو چرا گیا ہے کوئی

اداسی چھائی ہے بزم سخن میں یہ کیسی

غزل سناتے سناتے رلا گیا ہے کوئی

نگہ میں کوئی بھی شے اس کے بن نہیں جچتی

کچھ اس ادا سے نگاہیں ملا گیا ہے کوئی

کنارے لا کے ڈبویا ہے میری کشتی کو

خود اعتمادی سے جینا سکھا گیا ہے کوئی

جگر میں زخم شفیقؔ آنکھ میں نمی دے کر

مرے خلوص کی قیمت چکا گیا ہے کوئی

شفیق پروین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal-o-KHwab Pe Is Tarah Chha Gaya Hai Koi

Shafeeq Parween

KHayal-o-KHwab pe is tarah chha gaya hai koi
mere wajud se mujh ko chura gaya hai koi

udasi chhai hai bazm-e-suKHan mein ye kaisi
ghazal sunate sunate rula gaya hai koi

nigah mein koi bhi shai us ke bin nahin jachti
kuchh is ada se nigahen mila gaya hai koi

kinare la ke Duboya hai meri kashti ko
KHud-e'timadi se jina sikha gaya hai koi

jigar mein zaKHm 'shafiq' aankh mein nami de kar
mere KHulus ki qimat chuka gaya hai koi

(314) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayal-o-KHwab Pe Is Tarah Chha Gaya Hai Koi written by Shafeeq Parween at UrduPoint. KHayal-o-KHwab Pe Is Tarah Chha Gaya Hai Koi is one of the masterpieces written by Shafeeq Parween. You can also find the complete poetry collection of Shafeeq Parween by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shafeeq Parween' above.

KHayal-o-KHwab Pe Is Tarah Chha Gaya Hai Koi is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayal-o-KHwab Pe Is Tarah Chha Gaya Hai Koi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.