Jism Khaali Hai Jaan Hai Khaali, Urdu Ghazal By Shaghil Adeeb

Jism Khaali Hai Jaan Hai Khaali is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaghil Adeeb. Jism Khaali Hai Jaan Hai Khaali comes under the Sad, Social, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Jism Khaali Hai Jaan Hai Khaali on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جسم خالی ہے جان ہے خالی

شاغل ادیب

جسم خالی ہے جان ہے خالی

زندگی کا مکان ہے خالی

تارے امید کے نہیں کوئی

آس کا آسمان ہے خالی

پیاس ناکام لوٹ آئی ہے

مے کی اک اک دکان ہے خالی

دل پڑا رو رہا ہے کھائی میں

عشرتوں کی چٹان ہے خالی

بولتا میں بھی ہوں کہا کس نے

میری اپنی زبان ہے خالی

کون دے گا دلاسا اے شاغلؔ

پیار تنہا جہان ہے خالی

شاغل ادیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jism Khaali Hai Jaan Hai Khaali

Shaghil Adeeb

jism KHali hai jaan hai KHali
zindagi ka makan hai KHali

tare ummid ke nahin koi
aas ka aasman hai KHali

pyas nakaam lauT aai hai
mai ki ek ek dukan hai KHali

dil paDa ro raha hai khai mein
ishraton ki chaTan hai KHali

bolta main bhi hun kaha kis ne
meri apni zaban hai KHali

kaun dega dilasa ai 'shaghil'
pyar tanha jahan hai KHali

(481) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jism Khaali Hai Jaan Hai Khaali written by Shaghil Adeeb at UrduPoint. Jism Khaali Hai Jaan Hai Khaali is one of the masterpieces written by Shaghil Adeeb. You can also find the complete poetry collection of Shaghil Adeeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaghil Adeeb' above.

Jism Khaali Hai Jaan Hai Khaali is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jism Khaali Hai Jaan Hai Khaali, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.