Rahzan Rahon Mein Apne Jal Phailate Rahe, Urdu Ghazal By Shaghil Adeeb

Rahzan Rahon Mein Apne Jal Phailate Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaghil Adeeb. Rahzan Rahon Mein Apne Jal Phailate Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rahzan Rahon Mein Apne Jal Phailate Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

راہزن راہوں میں اپنے جال پھیلاتے رہے

شاغل ادیب

راہزن راہوں میں اپنے جال پھیلاتے رہے

ہم مگر اپنی ہی دھن میں جھومتے گاتے رہے

دور جتنی دور تک تھیں رات کی تاریکیاں

دور اتنی دور ہم راہوں کو چمکاتے رہے

منحصر ہے اپنے اپنے عزم پر منزل رسی

قافلے یوں تو بہت آتے رہے جاتے رہے

ہر تسلی دشمن آرام جاں بنتی گئی

آپ کے خط اور دل کے زخم گہراتے رہے

جانے کس کے نقش پا تھے آنے والے قافلے

ہر قدم پر خون دل کے پھول برساتے رہے

بڑھ گئے کچھ اور شاغلؔ جانب زنداں جو ہم

تقویت کچھ اور دل کے حوصلے پاتے رہے

شاغل ادیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rahzan Rahon Mein Apne Jal Phailate Rahe

Shaghil Adeeb

rahzan rahon mein apne jal phailate rahe
hum magar apni hi dhun mein jhumte gate rahe

dur jitni dur tak thin raat ki tarikiyan
dur utni dur hum rahon ko chamkate rahe

munhasir hai apne apne azm par manzil-rasi
qafile yun to bahut aate rahe jate rahe

har tasalli dushman-e-aram-e-jaan banti gai
aap ke KHat aur dil ke zaKHm gahraate rahe

jaane kis ke naqsh-e-pa the aane wale qafile
har qadam par KHun-e-dil ke phul barsate rahe

baDh gae kuchh aur 'shaghil' jaanib-e-zindan jo hum
taqwiyat kuchh aur dil ke hausle pate rahe

(465) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rahzan Rahon Mein Apne Jal Phailate Rahe written by Shaghil Adeeb at UrduPoint. Rahzan Rahon Mein Apne Jal Phailate Rahe is one of the masterpieces written by Shaghil Adeeb. You can also find the complete poetry collection of Shaghil Adeeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaghil Adeeb' above.

Rahzan Rahon Mein Apne Jal Phailate Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rahzan Rahon Mein Apne Jal Phailate Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.