Guman Rahta Hai Dil Mein Yaqin Ke Hote Hue, Urdu Ghazal By Shahabuddin Saqib

Guman Rahta Hai Dil Mein Yaqin Ke Hote Hue is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahabuddin Saqib. Guman Rahta Hai Dil Mein Yaqin Ke Hote Hue comes under the Sad, Social, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Guman Rahta Hai Dil Mein Yaqin Ke Hote Hue on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گمان رہتا ہے دل میں یقیں کے ہوتے ہوئے

شہاب الدین ثاقب

گمان رہتا ہے دل میں یقیں کے ہوتے ہوئے

نہیں مکان پہ رونق مکیں کے ہوتے ہوئے

کچھ آسماں کی طرف دیکھنا بھی لازم تھا

زمیں پہ رہتے ہوئے اور زمیں کے ہوتے ہوئے

منافقت سے ہمیں بھی شدید نفرت تھی

بتوں کو رکھا نہیں آستیں کے ہوتے ہوئے

کوئی جنون تو سر میں نہ تھا مگر ہم بھی

لہولہان رہے اس جبیں کے ہوتے ہوئے

کسی بھی حال میں ٹوٹے نہ ربط دنیا سے

یقیں کے ہوتے ہوئے اور دیں کے ہوتے ہوئے

شہاب الدین ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Guman Rahta Hai Dil Mein Yaqin Ke Hote Hue

Shahabuddin Saqib

guman rahta hai dil mein yaqin ke hote hue
nahin makan pe raunaq makin ke hote hue

kuchh aasman ki taraf dekhna bhi lazim tha
zamin pe rahte hue aur zamin ke hote hue

munafiqat se hamein bhi shadid nafrat thi
buton ko rakha nahin aastin ke hote hue

koi junun to sar mein na tha magar hum bhi
lahuluhan rahe is jabin ke hote hue

kisi bhi haal mein TuTe na rabt duniya se
yaqin ke hote hue aur din ke hote hue

(336) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Guman Rahta Hai Dil Mein Yaqin Ke Hote Hue written by Shahabuddin Saqib at UrduPoint. Guman Rahta Hai Dil Mein Yaqin Ke Hote Hue is one of the masterpieces written by Shahabuddin Saqib. You can also find the complete poetry collection of Shahabuddin Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahabuddin Saqib' above.

Guman Rahta Hai Dil Mein Yaqin Ke Hote Hue is a widely read Urdu Ghazal. If you like Guman Rahta Hai Dil Mein Yaqin Ke Hote Hue, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.