Dasht Mein KHak UDane Ka Irada Nahin Hai, Urdu Ghazal By Shahabuddin Saqib

Dasht Mein KHak UDane Ka Irada Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahabuddin Saqib. Dasht Mein KHak UDane Ka Irada Nahin Hai comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Dasht Mein KHak UDane Ka Irada Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دشت میں خاک اڑانے کا ارادہ نہیں ہے

شہاب الدین ثاقب

دشت میں خاک اڑانے کا ارادہ نہیں ہے

دل یہ سادہ ہے مگر ایسا بھی سادہ نہیں ہے

رہ نوردی کا یہاں شوق ہی بے معنی ہے

کیوں کہ تا حد نظر کوئی بھی جادہ نہیں ہے

اس کی تحریر کا تقریر کا میں قائل ہوں

کوئی تکرار نہیں کوئی اعادہ نہیں ہے

شاہزادہ بھی بھلا آگے بڑھے تو کیوں کر

اس کے ہم راہ کہیں کوئی پیادہ نہیں ہے

گھر کشادہ تو بنائے ہیں یہاں لوگوں نے

دل کسی کا بھی مگر اتنا کشادہ نہیں ہے

شہاب الدین ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dasht Mein KHak UDane Ka Irada Nahin Hai

Shahabuddin Saqib

dasht mein KHak uDane ka irada nahin hai
dil ye sada hai magar aisa bhi sada nahin hai

rah-nawardi ka yahan shauq hi be-mani hai
kyun-ki ta-hadd-e-nazar koi bhi jada nahin hai

us ki tahrir ka taqrir ka main qail hun
koi takrar nahin koi iada nahin hai

shahzada bhi bhala aage baDhe to kyunkar
us ke hamrah kahin koi piyaada nahin hai

ghar kushada to banae hain yahan logon ne
dil kisi ka bhi magar itna kushada nahin hai

(386) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dasht Mein KHak UDane Ka Irada Nahin Hai written by Shahabuddin Saqib at UrduPoint. Dasht Mein KHak UDane Ka Irada Nahin Hai is one of the masterpieces written by Shahabuddin Saqib. You can also find the complete poetry collection of Shahabuddin Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahabuddin Saqib' above.

Dasht Mein KHak UDane Ka Irada Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dasht Mein KHak UDane Ka Irada Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.