Main Shah Ka Kabhi Jo Musahib Nahin Hua, Urdu Ghazal By Shahabuddin Saqib

Main Shah Ka Kabhi Jo Musahib Nahin Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahabuddin Saqib. Main Shah Ka Kabhi Jo Musahib Nahin Hua comes under the Sufi category of Urdu Ghazal. You can read Main Shah Ka Kabhi Jo Musahib Nahin Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں شاہ کا کبھی جو مصاحب نہیں ہوا

شہاب الدین ثاقب

میں شاہ کا کبھی جو مصاحب نہیں ہوا

سجدہ بھی کوئی مجھ پہ تو واجب نہیں ہوا

ہم اس کی بزم میں تو بہت دیر تک رہے

لیکن وہ شخص ہم سے مخاطب نہیں ہوا

دنیا سے بے نیاز رہے ٹھیک ہی کیا

دنیا کا رنگ ہم پہ تو غالب نہیں ہوا

لازم ہے جا کے شاہ سے سب لوگ یہ کہیں

جو کچھ یہاں ہوا وہ مناسب نہیں ہوا

ان بستیوں پہ اس کی نوازش بہت ہوئی

لیکن یہ کام حسب مراتب نہیں ہوا

شہاب الدین ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Shah Ka Kabhi Jo Musahib Nahin Hua

Shahabuddin Saqib

main shah ka kabhi jo musahib nahin hua
sajda bhi koi mujh pe to wajib nahin hua

hum us ki bazm mein to bahut der tak rahe
lekin wo shaKHs hum se muKHatib nahin hua

duniya se be-niyaz rahe Thik hi kiya
duniya ka rang hum pe to ghaalib nahin hua

lazim hai ja ke shah se sab log ye kahen
jo kuchh yahan hua wo munasib nahin hua

in bastiyon pe us ki nawazish bahut hui
lekin ye kaam hasb-e-maraatib nahin hua

(505) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Shah Ka Kabhi Jo Musahib Nahin Hua written by Shahabuddin Saqib at UrduPoint. Main Shah Ka Kabhi Jo Musahib Nahin Hua is one of the masterpieces written by Shahabuddin Saqib. You can also find the complete poetry collection of Shahabuddin Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahabuddin Saqib' above.

Main Shah Ka Kabhi Jo Musahib Nahin Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Shah Ka Kabhi Jo Musahib Nahin Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sufi Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.