Wo Ek Abr Ka TukDa Kahin Baras Bhi Gaya, Urdu Ghazal By Shahabuddin Saqib

Wo Ek Abr Ka TukDa Kahin Baras Bhi Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahabuddin Saqib. Wo Ek Abr Ka TukDa Kahin Baras Bhi Gaya comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Wo Ek Abr Ka TukDa Kahin Baras Bhi Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ ایک ابر کا ٹکڑا کہیں برس بھی گیا

شہاب الدین ثاقب

وہ ایک ابر کا ٹکڑا کہیں برس بھی گیا

ہمارا پیڑ مگر دھوپ میں جھلس بھی گیا

اسی لئے تو کہا تھا کہ ہوشیار رہو

جو آستین میں پالا تھا سانپ ڈس بھی گیا

تمہارا باغ سے جانا بھی اک قیامت ہے

گلوں سے خوشبو گئی اور پھلوں سے رس بھی گیا

شجر کی یاد رلاتی ہی تھی مگر اب تو

جو آشیاں کے برابر تھا وہ قفس بھی گیا

لہولہان گلوں کو بہت کیا جس نے

گئی بہار تو وہ طائر ہوس بھی گیا

شہاب الدین ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Ek Abr Ka TukDa Kahin Baras Bhi Gaya

Shahabuddin Saqib

wo ek abr ka TukDa kahin baras bhi gaya
hamara peD magar dhup mein jhulas bhi gaya

isi liye to kaha tha ki hoshiyar raho
jo aastin mein pala tha sanp Das bhi gaya

tumhaara bagh se jaana bhi ek qayamat hai
gulon se KHushbu gai aur phalon se ras bhi gaya

shajar ki yaad rulati hi thi magar ab to
jo aashiyan ke barabar tha wo qafas bhi gaya

lahuluhan gulon ko bahut kiya jis ne
gai bahaar to wo tair-e-hawas bhi gaya

(392) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Ek Abr Ka TukDa Kahin Baras Bhi Gaya written by Shahabuddin Saqib at UrduPoint. Wo Ek Abr Ka TukDa Kahin Baras Bhi Gaya is one of the masterpieces written by Shahabuddin Saqib. You can also find the complete poetry collection of Shahabuddin Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahabuddin Saqib' above.

Wo Ek Abr Ka TukDa Kahin Baras Bhi Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Ek Abr Ka TukDa Kahin Baras Bhi Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.