Ghair Ki Aag Mein Koi Bhi Na Jalna Chahe, Urdu Ghazal By Shahid Ishqi

Ghair Ki Aag Mein Koi Bhi Na Jalna Chahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Ishqi. Ghair Ki Aag Mein Koi Bhi Na Jalna Chahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghair Ki Aag Mein Koi Bhi Na Jalna Chahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غیر کی آگ میں کوئی بھی نہ جلنا چاہے

شاہد عشقی

غیر کی آگ میں کوئی بھی نہ جلنا چاہے

ایک پروانہ جو یہ ریت بدلنا چاہے

دل کہ ہر گہرے سمندر میں اترنا چاہے

تیز رو عمر کہ دم بھر نہ ٹھہرنا چاہے

قسمت ایسی کہ جو اپنے تھے ہوئے بیگانے

اور دل وہ جو کسی سے نہ بچھڑنا چاہے

ذرہ ذرہ جسے اک عمر سمیٹا ہے وہ ذات

صرف اک ٹھیس پہنچنے پہ بکھرنا چاہے

زخم ہر سنگ ملامت ابھی تازہ ہے یہ دل

پھر اسی کوئے ملامت سے گزرنا چاہے

شاہد عشقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghair Ki Aag Mein Koi Bhi Na Jalna Chahe

Shahid Ishqi

ghair ki aag mein koi bhi na jalna chahe
ek parwana jo ye rit badalna chahe

dil ki har gahre samundar mein utarna chahe
tez-rau umr ki dam-bhar na Thaharna chahe

qismat aisi ki jo apne the hue begane
aur dil wo jo kisi se na bichhaDna chahe

zarra zarra jise ek umr sameTa hai wo zat
sirf ek Thes pahunchne pe bikharna chahe

zaKHm har sang-e-malamat abhi taza hai ye dil
phir usi ku-e-malamat se guzarna chahe

(381) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghair Ki Aag Mein Koi Bhi Na Jalna Chahe written by Shahid Ishqi at UrduPoint. Ghair Ki Aag Mein Koi Bhi Na Jalna Chahe is one of the masterpieces written by Shahid Ishqi. You can also find the complete poetry collection of Shahid Ishqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Ishqi' above.

Ghair Ki Aag Mein Koi Bhi Na Jalna Chahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghair Ki Aag Mein Koi Bhi Na Jalna Chahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.