Kya Farz Hai Ye Jism Ke Zindan Mein Saza De, Urdu Ghazal By Shahid Kabir

Kya Farz Hai Ye Jism Ke Zindan Mein Saza De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Kabir. Kya Farz Hai Ye Jism Ke Zindan Mein Saza De comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Kya Farz Hai Ye Jism Ke Zindan Mein Saza De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا فرض ہے یہ جسم کے زنداں میں سزا دے

شاہد کبیر

کیا فرض ہے یہ جسم کے زنداں میں سزا دے

میں خاک اگر ہوں تو ہواؤں میں اڑا دے

اک عمر سے محسوس کیے جاتا ہوں خود کو

کوئی مجھے چھوکر مرے ہونے کا پتا دے

میں جنبش انگشت میں محفوظ رہوں گا

ہر چند مجھے ریت پہ تو لکھ کے مٹا دے

اجڑا ہوا یہ پیڑ بھی دے جائے گا منظر

سوکھی ہوئی شاخوں میں کوئی چاند پھنسا دے

تو جس کے تصور میں ملا کرتا ہے مجھ سے

اس شخص سے میری بھی ملاقات کرا دے

بہتی ہوئی اس بھیڑ کے طوفان میں شاہدؔ

کس لہر کو پکڑے کوئی اور کس کو صدا دے

شاہد کبیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Farz Hai Ye Jism Ke Zindan Mein Saza De

Shahid Kabir

kya farz hai ye jism ke zindan mein saza de
main KHak agar hun to hawaon mein uDa de

ek umr se mahsus kiye jata hun KHud ko
koi mujhe chhukar mere hone ka pata de

main jumbish-e-angusht mein mahfuz rahunga
har chand mujhe ret pe tu likh ke miTa de

ujDa hua ye peD bhi de jaega manzar
sukhi hui shaKHon main koi chand phansa de

tu jis ke tasawwur mein mila karta hai mujh se
us shaKHs se meri bhi mulaqat kara de

bahti hui is bhiD ke tufan mein 'shahid'
kis lahr ko pakDe koi aur kis ko sada de

(470) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kya Farz Hai Ye Jism Ke Zindan Mein Saza De written by Shahid Kabir at UrduPoint. Kya Farz Hai Ye Jism Ke Zindan Mein Saza De is one of the masterpieces written by Shahid Kabir. You can also find the complete poetry collection of Shahid Kabir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Kabir' above.

Kya Farz Hai Ye Jism Ke Zindan Mein Saza De is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Farz Hai Ye Jism Ke Zindan Mein Saza De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.