Dekhta Bhi Hai Dushmanon Ki Tarah, Urdu Ghazal By Shahid Mirza

Dekhta Bhi Hai Dushmanon Ki Tarah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Mirza. Dekhta Bhi Hai Dushmanon Ki Tarah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekhta Bhi Hai Dushmanon Ki Tarah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھتا بھی ہے دشمنوں کی طرح

شاہد مرزا

دیکھتا بھی ہے دشمنوں کی طرح

مہرباں بھی ہے دوستوں کی طرح

دل مرا محو اضطراب ہے کیوں

ذہن میں کیا ہے وسوسوں کی طرح

مسکرانا بھی عیب ہے مجھ کو

قہقہے بھی ہیں الجھنوں کی طرح

شب فرقت میں مجھ کو آتی ہے

کوئی آواز دھڑکنوں کی طرح

یہ جو رم جھم گھٹا ہے ساون کی

اک جھڑی سی ہے آنسوؤں کی طرح

رات بھر خواب میرے کمرے میں

اڑتے پھرتے ہیں جگنوؤں کی طرح

دامن دل پہ پھیلے ہیں شاہدؔ

خوش نما رنگ تتلیوں کی طرح

شاہد مرزا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekhta Bhi Hai Dushmanon Ki Tarah

Shahid Mirza

dekhta bhi hai dushmanon ki tarah
mehrban bhi hai doston ki tarah

dil mera mahw-e-iztirab hai kyon
zehn mein kya hai waswason ki tarah

muskurana bhi 'aib hai mujh ko
qahqahe bhi hain uljhanon ki tarah

shab-e-furqat mein mujh ko aati hai
koi aawaz dhaDkanon ki tarah

ye jo rim-jhim ghaTa hai sawan ki
ek jhaDi si hai aansuon ki tarah

raat-bhar KHwab mere kamre mein
uDte phirte hain jugnuon ki tarah

daman-e-dil pe phaile hain 'shahid'
KHushnuma rang titliyon ki tarah

(320) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekhta Bhi Hai Dushmanon Ki Tarah written by Shahid Mirza at UrduPoint. Dekhta Bhi Hai Dushmanon Ki Tarah is one of the masterpieces written by Shahid Mirza. You can also find the complete poetry collection of Shahid Mirza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Mirza' above.

Dekhta Bhi Hai Dushmanon Ki Tarah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekhta Bhi Hai Dushmanon Ki Tarah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.