Mauj Aae Koi Halqa-e-girdab Ki Surat, Urdu Ghazal By Shahid Shaidai

Mauj Aae Koi Halqa-e-girdab Ki Surat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Shaidai. Mauj Aae Koi Halqa-e-girdab Ki Surat comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mauj Aae Koi Halqa-e-girdab Ki Surat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

موج آئے کوئی حلقۂ گرداب کی صورت

شاہد شیدائی

موج آئے کوئی حلقۂ گرداب کی صورت

میں ریت پہ ہوں ماہیٔ بے آب کی صورت

صدیوں سے سرابوں میں گھرا سوچ رہا ہوں

بن جائے کہیں سبزۂ شاداب کی صورت

آثار نہیں کوئی مگر دل کو یقیں ہے

گھر ہوگا کبھی وادیٔ مہتاب کی صورت

ہے سوچ کا تیشہ تو نکل آئے گی اک دن

پتھر کے حصاروں میں کوئی باب کی صورت

پہچان مجھے بھی کہ زمیں شکل ہے میری

میں سندھ کا چہرہ ہوں نہ پنجاب کی صورت

شاہد شیدائی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mauj Aae Koi Halqa-e-girdab Ki Surat

Shahid Shaidai

mauj aae koi halqa-e-girdab ki surat
main ret pe hun mahi-e-be-ab ki surat

sadiyon se sarabon mein ghira soch raha hun
ban jae kahin sabza-e-shadab ki surat

aasar nahin koi magar dil ko yaqin hai
ghar hoga kabhi wadi-e-mahtab ki surat

hai soch ka tesha to nikal aaegi ek din
patthar ke hisaron mein koi bab ki surat

pahchan mujhe bhi ki zamin shakl hai meri
main sindh ka chehra hun na punjab ki surat

(400) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mauj Aae Koi Halqa-e-girdab Ki Surat written by Shahid Shaidai at UrduPoint. Mauj Aae Koi Halqa-e-girdab Ki Surat is one of the masterpieces written by Shahid Shaidai. You can also find the complete poetry collection of Shahid Shaidai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Shaidai' above.

Mauj Aae Koi Halqa-e-girdab Ki Surat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mauj Aae Koi Halqa-e-girdab Ki Surat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.