Baat Karni Hai To Aa Ab Fikr-o-fan Ki Baat Kar, Urdu Ghazal By Shahnaz Rahmat

Baat Karni Hai To Aa Ab Fikr-o-fan Ki Baat Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahnaz Rahmat. Baat Karni Hai To Aa Ab Fikr-o-fan Ki Baat Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Baat Karni Hai To Aa Ab Fikr-o-fan Ki Baat Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بات کرنی ہے تو آ اب فکر و فن کی بات کر

شہناز رحمت

بات کرنی ہے تو آ اب فکر و فن کی بات کر

ہم نوا اے ہم نفس ہم سے سخن کی بات کر

باغ کی بلبل کی غنچوں کی چمن کی بات کر

اس زمیں کی بات کر تو اس گگن کی بات کر

جسم پر نشتر کے ہیں گر زخم تو بھر جائیں گے

روح تک زخمی ہو جس سے اس چبھن کی بات کر

صنف نازک کو اگر دینی ہے عزت دل سے دے

در گزر کر دے خطائیں حسن ظن کی بات کر

اپنے دامن میں سمیٹے اشک آہیں سسکیاں

بن بیاہی لڑکیوں کی اس گھٹن کی بات کر

ہو درندوں کی نظر جس پر بری صبح و مسا

پھول سی بچی کے کھلتے بانکپن کی بات کر

ہیں وہی حالات تو کیسے کہیں کیوں کر کہیں

تتلیوں کی فصل گل لالہ بدن کی بات کر

مفلسی نے رکھ دیا ہے چیتھڑوں میں بانٹ کر

اب ردا کی بات کرنا پیرہن کی بات کر

آدمی کو آدمی سے اس قدر نفرت ہے کیوں

بغض کینہ دشمنی غیبت جلن کی بات کر

ٹوٹ کر چاہے مجھے اور جان تک قرباں کرے

میرے اس دلبر کی اس بانکے سجن کی بات کر

جب ضرورت ہو جنوں کی بات کر شہنازؔ سے

زندگی کی بات کر دار و رسن کی بات کر

شہناز رحمت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baat Karni Hai To Aa Ab Fikr-o-fan Ki Baat Kar

Shahnaz Rahmat

baat karni hai to aa ab fikr-o-fan ki baat kar
ham-nawa ai ham-nafas hum se suKHan ki baat kar

bagh ki bulbul ki ghunchon ki chaman ki baat kar
is zamin ki baat kar tu is gagan ki baat kar

jism par nashtar ke hain gar zaKHm to bhar jaenge
ruh tak zaKHmi ho jis se us chubhan ki baat kar

sinf-e-nazuk ko agar deni hai izzat dil se de
dar-guzar kar de KHataen husn-e-zan ki baat kar

apne daman mein sameTe ashk aahen siskiyan
bin-biyahi laDkiyon ki is ghuTan ki baat kar

ho darindon ki nazar jis par buri subh-o-masa
phul si bachchi ke khulte bankpan ki baat kar

hain wahi haalat to kaise kahen kyon kar kahen
titliyon ki fasl-e-gul lala-badan ki baat kar

muflisi ne rakh diya hai chithaDon mein banT kar
ab rida ki baat karna pairahan ki baat kar

aadmi ko aadmi se is qadar nafrat hai kyon
bughz kina dushmani ghibat jalan ki baat kar

TuT kar chahe mujhe aur jaan tak qurban kare
mere is dilbar ki is banke sajan ki baat kar

jab zarurat ho junun ki baat kar 'shahnaz' se
zindagi ki baat kar dar-o-rasan ki baat kar

(402) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Baat Karni Hai To Aa Ab Fikr-o-fan Ki Baat Kar written by Shahnaz Rahmat at UrduPoint. Baat Karni Hai To Aa Ab Fikr-o-fan Ki Baat Kar is one of the masterpieces written by Shahnaz Rahmat. You can also find the complete poetry collection of Shahnaz Rahmat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahnaz Rahmat' above.

Baat Karni Hai To Aa Ab Fikr-o-fan Ki Baat Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Baat Karni Hai To Aa Ab Fikr-o-fan Ki Baat Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.