Baat Dil Mein Ho Jo Bhi Kaha Kijiye, Urdu Ghazal By Shahzad Anwar

Baat Dil Mein Ho Jo Bhi Kaha Kijiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahzad Anwar. Baat Dil Mein Ho Jo Bhi Kaha Kijiye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Baat Dil Mein Ho Jo Bhi Kaha Kijiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بات دل میں ہو جو بھی کہا کیجیے

شہزاد انور

بات دل میں ہو جو بھی کہا کیجیے

دل ہی دل میں نہ یوں ہی جلا کیجیے

غم میں خوشیوں میں شامل رہا کیجیے

حق پڑوسی کا اپنے ادا کیجیے

کوئی شکوہ نہ کوئی گلہ کیجیے

مسکرا کر سبھی سے ملا کیجیے

میرے محبوب سے آئنہ نے کہا

دیکھ کر روز مجھ میں سجا کیجیے

میرے کوچے سے درویش کہتا گیا

چاہتے ہو بھلا تو بھلا کیجیے

آفتیں مشکلیں دور ہو جائیں گی

پنج وقتہ نمازیں ادا کیجیے

گرمیٔ غم سے انور پریشان ہے

ماں کے آنچل سے ٹھنڈی ہوا کیجیے

شہزاد انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baat Dil Mein Ho Jo Bhi Kaha Kijiye

Shahzad Anwar

baat dil mein ho jo bhi kaha kijiye
dil hi dil mein na yun hi jala kijiye

gham mein KHushiyon mein shamil raha kijiye
haq paDosi ka apne ada kijiye

koi shikwa na koi gila kijiye
muskura kar sabhi se mila kijiye

mere mahbub se aaine ne kaha
dekh kar roz mujh mein saja kijiye

mere kuche se darwesh kahta gaya
chahte ho bhala to bhala kijiye

aafaten mushkilen dur ho jaengi
panj-waqta namazen ada kijiye

garmi-e-gham se anwar pareshan hai
man ke aanchal se ThanDi hawa kijiye

(390) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Baat Dil Mein Ho Jo Bhi Kaha Kijiye written by Shahzad Anwar at UrduPoint. Baat Dil Mein Ho Jo Bhi Kaha Kijiye is one of the masterpieces written by Shahzad Anwar. You can also find the complete poetry collection of Shahzad Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahzad Anwar' above.

Baat Dil Mein Ho Jo Bhi Kaha Kijiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Baat Dil Mein Ho Jo Bhi Kaha Kijiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.