Kuchh Na Thi Begam Mue Insan Ki Buniyaad Bhi, Urdu Ghazal By Shaida Allahabadi

Kuchh Na Thi Begam Mue Insan Ki Buniyaad Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaida Allahabadi. Kuchh Na Thi Begam Mue Insan Ki Buniyaad Bhi comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Na Thi Begam Mue Insan Ki Buniyaad Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ نہ تھی بیگم موئے انسان کی بنیاد بھی

شیدا الہ آبادی

کچھ نہ تھی بیگم موئے انسان کی بنیاد بھی

اس جنم میں ہو رہی ہے اس جنم کی یاد بھی

دین سے اللہ کی دولت بھی ہے اولاد بھی

اب انہیں کیا چاہئے بہوویں بھی ہیں داماد بھی

ساس نندوں سے عداوت ان سے الفت ہے مجھے

شاد بھی سسرال میں ہوں اور میں ناشاد بھی

جیٹھ کا منہ دیکھتی ہوں کرتی ہوں بیٹی کا پاس

یہ بھتیجا بھی ہے میرا بیبیو داماد بھی

کیوں نہ کوسوں دور بھاگوں تیری صحبت سے موئے

کھاج میں بھی تو لدا ہے ہو گیا ہے داد بھی

سوت کے آگے ہے بکری اور میرے حق میں شیر

نرم دل بھی لوگ کہتے ہیں اسے جلاد بھی

لال پیلے مجھ پہ مت ہو تم بٹاؤ اپنا خون

جونک والی بھی یہیں موجود ہے فصاد بھی

ہائے کیسا ہو گیا ہے خون دنیا کا سفید

جونک والی بھی نا آئی مر گیا فصاد بھی

آج ثابت ہو گیا شیداؔ تمہاری ریختی

اک پرانی چیز بھی ہے اک نئی ایجاد بھی

شیدا الہ آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Na Thi Begam Mue Insan Ki Buniyaad Bhi

Shaida Allahabadi

kuchh na thi begam mue insan ki buniyaad bhi
is janam mein ho rahi hai us janm ki yaad bhi

den se allah ki daulat bhi hai aulad bhi
ab unhen kya chahiye bahuwen bhi hain damad bhi

sas nandon se adawat un se ulfat hai mujhe
shad bhi sasural mein hun aur main nashad bhi

jeTh ka munh dekhti hun karti hun beTi ka pas
ye bhatija bhi hai mera bibiyo damad bhi

kyon na koson dur bhagun teri sohbat se mue
khaj mein bhi to lada hai ho gaya hai dad bhi

saut ke aage hai bakri aur mere haq mein sher
narm-dil bhi log kahte hain use jallad bhi

lal pile mujh pe mat ho tum baTao apna KHun
jonk wali bhi yahin maujud hai fassad bhi

hae kaisa ho gaya hai KHun duniya ka safed
jonk wali bhi na aai mar gaya fassad bhi

aaj sabit ho gaya 'shaida' tumhaari reKHti
ek purani chiz bhi hai ek nai ijad bhi

(381) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kuchh Na Thi Begam Mue Insan Ki Buniyaad Bhi written by Shaida Allahabadi at UrduPoint. Kuchh Na Thi Begam Mue Insan Ki Buniyaad Bhi is one of the masterpieces written by Shaida Allahabadi. You can also find the complete poetry collection of Shaida Allahabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaida Allahabadi' above.

Kuchh Na Thi Begam Mue Insan Ki Buniyaad Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Na Thi Begam Mue Insan Ki Buniyaad Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.