Haal Duniya Mein Hua Rahm Ke Qabil Apna, Urdu Ghazal By Shaida Allahabadi

Haal Duniya Mein Hua Rahm Ke Qabil Apna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaida Allahabadi. Haal Duniya Mein Hua Rahm Ke Qabil Apna comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haal Duniya Mein Hua Rahm Ke Qabil Apna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حال دنیا میں ہوا رحم کے قابل اپنا

شیدا الہ آبادی

حال دنیا میں ہوا رحم کے قابل اپنا

نہ خسم اپنا ہے باجی نہ موا دل اپنا

کیسے کہتے ہو نہیں کوئی مقابل اپنا

اے جی سینے میں ٹٹولو تو ذرا دل اپنا

حوصلہ کیا کروں دکھلاؤں میں کیا دل اپنا

مردوا بھی تو ہو گوئیاں کسی قابل اپنا

وقت کی اپنے میں لیلیٰ ہوں وہ مجنوں گوئیاں

اور کیا چاہئے چھپ جائے گا ناول اپنا

اس سے زیادہ تو میں حبہ نہیں دینے کی انہیں

گھر میں بیٹھی وہ نکالا کریں فاضل اپنا

صبر بندی کا سمیٹا کئے مرتے مرتے

قبر میں ان کی فرشتہ نہ ہو نازل اپنا

چار کے کاندھے پہ بولی یہ بہشتی بی بی

پاؤں بھی گھر سے جو نکلا تو بہ مشکل اپنا

ایک سے لاکھ تک انکار نہیں کرنے کی

لا کے دکھلائیں تو مجھ کو وہ ذرا بل اپنا

کہیں آنکھوں سے نہ اوجھل کوئی تنکا ہو جائے

رکھیں اسباب نگاہوں میں وہ تل تل اپنا

ساسیں دنیا میں کہیں سچی ہوئی ہیں بیٹا

ہم بھی جھوٹے سہی دعویٰ بھی ہے باطل اپنا

رات چرائی تھی پھر اگلی محبت ان کی

مجھ کو پڑھ پڑھ کے سنایا کئے ناول اپنا

جونک پتھر میں نہیں لگتی ہے یہ سچ ہے مگر

کیسے کر لے کوئی تیرا سا موئے دل اپنا

ایک سے ایک زمانے میں پڑے ہیں شیداؔ

کیسے کہتے ہو نہیں کوئی مقابل اپنا

شیدا الہ آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haal Duniya Mein Hua Rahm Ke Qabil Apna

Shaida Allahabadi

haal duniya mein hua rahm ke qabil apna
na KHasam apna hai baji na mua dil apna

kaise kahte ho nahin koi muqabil apna
ai ji sine mein TaTolo to zara dil apna

hausla kya karun dikhlaun main kya dil apna
marduwa bhi to ho guyyan kisi qabil apna

waqt ki apne main laila hun wo majnun guyyan
aur kya chahiye chhap jaega nowel apna

is se zyaada to main habba nahin dene ki unhen
ghar mein baiThi wo nikala karen fazil apna

sabr bandi ka sameTa kiye marte marte
qabr mein un ki farishta na ho nazil apna

chaar ke kandhe pe boli ye bahishti bibi
panw bhi ghar se jo nikla to ba-mushkil apna

ek se lakh tak inkar nahin karne ki
la ke dikhlaen to mujh ko wo zara bill apna

kahin aankhon se na ojhal koi tinka ho jae
rakhen asbab nigahon mein wo til til apna

sasen duniya mein kahin sachchi hui hain beTa
hum bhi jhuTe sahi dawa bhi hai baatil apna

raat charrai thi phir agli mohabbat un ki
mujh ko paDh paDh ke sunaya kiye nowel apna

jonk patthar mein nahin lagti hai ye sach hai magar
kaise kar le koi tera sa mue dil apna

ek se ek zamane mein paDe hain 'shaida'
kaise kahte ho nahin koi muqabil apna

(393) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haal Duniya Mein Hua Rahm Ke Qabil Apna written by Shaida Allahabadi at UrduPoint. Haal Duniya Mein Hua Rahm Ke Qabil Apna is one of the masterpieces written by Shaida Allahabadi. You can also find the complete poetry collection of Shaida Allahabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaida Allahabadi' above.

Haal Duniya Mein Hua Rahm Ke Qabil Apna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haal Duniya Mein Hua Rahm Ke Qabil Apna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.