Main Zat Ka Uski Aashna Hun, Urdu Ghazal By Shaikh Zahuruddin Hatim

Main Zat Ka Uski Aashna Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaikh Zahuruddin Hatim. Main Zat Ka Uski Aashna Hun comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Main Zat Ka Uski Aashna Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں ذات کا اس کی آشنا ہوں

شیخ ظہور الدین حاتم

میں ذات کا اس کی آشنا ہوں

اور اس کی صفات پر فدا ہوں

افسوس کہ آپ کو میں اب تک

معلوم نہیں کیا کہ کیا ہوں

ہے عین زوال میں ترقی

مجھ کو کہ گل دوپہریا ہوں

حیرت ہے مجھے یہی کہ اس بن

کس طرح سے اب تلک جیا ہوں

کرتا نہیں میں خوشامد خلق

حاتمؔ ہوں ازل سے بے ریا ہوں

شیخ ظہور الدین حاتم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Zat Ka Uski Aashna Hun

Shaikh Zahuruddin Hatim

main zat ka us ki aashna hun
aur us ki sifat par fida hun

afsos ki aap ko main ab tak
malum nahin kiya ki kya hun

hai ain-e-zawal mein taraqqi
mujh ko ki gul-e-dopahariya hun

hairat hai mujhe yahi ki us bin
kis tarah se ab talak jiya hun

karta nahin main KHushamad-e-KHalq
'hatim' hun azal se be-riya hun

(388) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Zat Ka Uski Aashna Hun written by Shaikh Zahuruddin Hatim at UrduPoint. Main Zat Ka Uski Aashna Hun is one of the masterpieces written by Shaikh Zahuruddin Hatim. You can also find the complete poetry collection of Shaikh Zahuruddin Hatim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaikh Zahuruddin Hatim' above.

Main Zat Ka Uski Aashna Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Zat Ka Uski Aashna Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.