Dar Raha Hun Ki Dar Ki Baat Bhi Hai, Urdu Ghazal By Shakeel Nashtar

Dar Raha Hun Ki Dar Ki Baat Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakeel Nashtar. Dar Raha Hun Ki Dar Ki Baat Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dar Raha Hun Ki Dar Ki Baat Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ڈر رہا ہوں کہ ڈر کی بات بھی ہے

شکیل نشتر

ڈر رہا ہوں کہ ڈر کی بات بھی ہے

بے رخی وجہ التفات بھی ہے

دوستی ان دنوں خلوص کے ساتھ

وجہ ترک تعلقات بھی ہے

تیرا غم حاصل خوشی ہی نہیں

تیرا غم حاصل حیات بھی ہے

ہر نفس اک تصور غم نو

کوئی حد تصورات بھی ہے

ہنس کے پوچھا کلی سے اک گل نے

مسکرانے کی کوئی بات بھی ہے

دوستوں سے گریز نشترؔ کا

سانحہ بھی ہے واردات بھی ہے

شکیل نشتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dar Raha Hun Ki Dar Ki Baat Bhi Hai

Shakeel Nashtar

Dar raha hun ki Dar ki baat bhi hai
be-ruKHi wajh-e-iltifat bhi hai

dosti in dinon KHulus ke sath
wajh-e-tark-e-talluqat bhi hai

tera gham hasil-e-KHushi hi nahin
tera gham hasil-e-hayat bhi hai

har-nafas ek tasawwur-e-gham-e-nau
koi hadd-e-tasawwuraat bhi hai

hans ke puchha kali se ek gul ne
muskurane ki koi baat bhi hai

doston se gurez 'nashtar' ka
saneha bhi hai wardat bhi hai

(276) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dar Raha Hun Ki Dar Ki Baat Bhi Hai written by Shakeel Nashtar at UrduPoint. Dar Raha Hun Ki Dar Ki Baat Bhi Hai is one of the masterpieces written by Shakeel Nashtar. You can also find the complete poetry collection of Shakeel Nashtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakeel Nashtar' above.

Dar Raha Hun Ki Dar Ki Baat Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dar Raha Hun Ki Dar Ki Baat Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.