Kaun Hai Dard-ashna Sang-dili Ka Daur Hai, Urdu Ghazal By Shamim Karhani

Kaun Hai Dard-ashna Sang-dili Ka Daur Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Karhani. Kaun Hai Dard-ashna Sang-dili Ka Daur Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaun Hai Dard-ashna Sang-dili Ka Daur Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کون ہے درد آشنا سنگ دلی کا دور ہے

شمیم کرہانی

کون ہے درد آشنا سنگ دلی کا دور ہے

دل کا دیا بچایئے آج ہوا کچھ اور ہے

سارے جہاں کی شام غم صبح بہار بن گئی

میری سحر کا مسئلہ آج بھی زیر غور ہے

نشۂ درد کھو گیا ساقی درد سو گیا

محفل دل میں جائیں کیا تشنہ لبی کا دور ہے

خون جگر سے عمر بھر قرض حیات ادا کیا

پھر بھی یہی سنا کئے روز حساب اور ہے

دیر و حرم کے درمیاں ڈھونڈیئے کیوں شمیمؔ کو

ابر و شفق کو دیکھیے میرا خیال اور ہے

شمیم کرہانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaun Hai Dard-ashna Sang-dili Ka Daur Hai

Shamim Karhani

kaun hai dard-ashna sang-dili ka daur hai
dil ka diya bachaiye aaj hawa kuchh aur hai

sare jahan ki sham-e-gham subh-e-bahaar ban gai
meri sahar ka masala aaj bhi zer-e-ghaur hai

nashsha-e-dard kho gaya saqi-e-dard so gaya
mahfil-e-dil mein jaen kya tishna-labi ka daur hai

KHun-e-jigar se umr bhar qarz-e-hayat ada kiya
phir bhi yahi suna kiye roz-e-hisab aur hai

dair o haram ke darmiyan DhunDiye kyun 'shamim' ko
abr o shafaq ko dekhiye mera KHayal aur hai

(524) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaun Hai Dard-ashna Sang-dili Ka Daur Hai written by Shamim Karhani at UrduPoint. Kaun Hai Dard-ashna Sang-dili Ka Daur Hai is one of the masterpieces written by Shamim Karhani. You can also find the complete poetry collection of Shamim Karhani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Karhani' above.

Kaun Hai Dard-ashna Sang-dili Ka Daur Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaun Hai Dard-ashna Sang-dili Ka Daur Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.