Wo ShaKHs Bhi Hai Ajib-o-gharib DhunDhta Hai, Urdu Ghazal By Shamim Qasmi

Wo ShaKHs Bhi Hai Ajib-o-gharib DhunDhta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Qasmi. Wo ShaKHs Bhi Hai Ajib-o-gharib DhunDhta Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo ShaKHs Bhi Hai Ajib-o-gharib DhunDhta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ شخص بھی ہے عجیب و غریب ڈھونڈھتا ہے

شمیم قاسمی

وہ شخص بھی ہے عجیب و غریب ڈھونڈھتا ہے

صف رقیب میں ہے اور رقیب ڈھونڈھتا ہے

جھلس نہ دے کہیں اس کو بھی آتش مفہوم

مری غزل میں وہ ذکر حبیب ڈھونڈھتا ہے

اگرچہ ہو گیا بوڑھا وصال کا موسم

وہ بوئے یار ابھی بھی قریب ڈھونڈھتا ہے

وہ اپنے عہد کا صحرا نورد ہے لیکن

شجر کو کاٹ کے اب عندلیب ڈھونڈھتا ہے

وہ شعر کہتا ہے یا کوئی جال بنتا ہے

سخن سفر میں علاقہ مہیب ڈھونڈھتا ہے

شمیم قاسمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo ShaKHs Bhi Hai Ajib-o-gharib DhunDhta Hai

Shamim Qasmi

wo shaKHs bhi hai ajib-o-gharib DhunDhta hai
saf-e-raqib mein hai aur raqib DhunDhta hai

jhulas na de kahin us ko bhi aatish-e-mafhum
meri ghazal mein wo zikr-e-habib DhunDhta hai

agarche ho gaya buDha visal ka mausam
wo bu-e-yar abhi bhi qarib DhunDhta hai

wo apne ahd ka sahra-naward hai lekin
shajar ko kaT ke ab andalib DhunDhta hai

wo sher kahta hai ya koi jal bunta hai
suKHan-safar mein ilaqa muhib DhunDhta hai

(486) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo ShaKHs Bhi Hai Ajib-o-gharib DhunDhta Hai written by Shamim Qasmi at UrduPoint. Wo ShaKHs Bhi Hai Ajib-o-gharib DhunDhta Hai is one of the masterpieces written by Shamim Qasmi. You can also find the complete poetry collection of Shamim Qasmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Qasmi' above.

Wo ShaKHs Bhi Hai Ajib-o-gharib DhunDhta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo ShaKHs Bhi Hai Ajib-o-gharib DhunDhta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.