Ye Aur Baat Ki Gamle Mein Ug Raha Hun Main, Urdu Ghazal By Shamim Qasmi

Ye Aur Baat Ki Gamle Mein Ug Raha Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Qasmi. Ye Aur Baat Ki Gamle Mein Ug Raha Hun Main comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Aur Baat Ki Gamle Mein Ug Raha Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ اور بات کہ گملے میں اگ رہا ہوں میں

شمیم قاسمی

یہ اور بات کہ گملے میں اگ رہا ہوں میں

زبان بھول نہ پائے وہ ذائقہ ہوں میں

اندھیری شب میں حرارت بدن کی روشن رکھ

وہی کروں گا اشارہ جو کر رہا ہوں میں

سخن سفر میں بدن اس نے کھول رکھے ہیں

ذرا سا سایۂ دیوار چاہتا ہوں میں

میں چاہتا ہوں کہوں ایک نک چڑھی سی غزل

اگرچہ حلقۂ یاراں میں نک چڑھا ہوں میں

مجھے قریب سے دیکھو مجھے پڑھو سمجھو

نئے سفر نئے موسم کا قافلہ ہوں میں

شمیم قاسمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Aur Baat Ki Gamle Mein Ug Raha Hun Main

Shamim Qasmi

ye aur baat ki gamle mein ug raha hun main
zaban bhul na pae wo zaiqa hun main

andheri shab mein hararat badan ki raushan rakh
wahi karunga ishaara jo kar raha hun main

suKHan safar mein badan us ne khol rakkhe hain
zara sa saya-e-diwar chahta hun main

main chahta hun kahun ek nak-chaDhi si ghazal
agarche halqa-e-yaran mein nak-chaDha hun main

mujhe qarib se dekho mujhe paDho samjho
nae safar nae mausam ka qafila hun main

(375) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Aur Baat Ki Gamle Mein Ug Raha Hun Main written by Shamim Qasmi at UrduPoint. Ye Aur Baat Ki Gamle Mein Ug Raha Hun Main is one of the masterpieces written by Shamim Qasmi. You can also find the complete poetry collection of Shamim Qasmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Qasmi' above.

Ye Aur Baat Ki Gamle Mein Ug Raha Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Aur Baat Ki Gamle Mein Ug Raha Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.