Aansu Hain Aur Na Aah-o-zari Hai, Urdu Ghazal By Shamsa Najm

Aansu Hain Aur Na Aah-o-zari Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamsa Najm. Aansu Hain Aur Na Aah-o-zari Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aansu Hain Aur Na Aah-o-zari Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنسو ہیں اور نہ آہ و زاری ہے

شمسہ نجم

آنسو ہیں اور نہ آہ و زاری ہے

اک عجب دل کو بے قراری ہے

تھا ادھورا کبھی بنا میرے

جس کو دو پل کا ساتھ بھاری ہے

کچھ نہ تھا ہاتھ میں کبھی تیرے

سانس تک پہ بے اختیاری ہے

جی رہے ہو سمجھ کے اپنی تم

با خدا زندگی ہماری ہے

کچھ تماشا لگے کہ باقی ہے

دھڑکنوں کا جو کھیل جاری ہے

جی رہے ہیں بنا ترے اب تک

اس میں قدرت کی دست کاری ہے

شمسہؔ محفل میں اب اجالا ہے

کیونکہ یہ روشنی تمہاری ہے

شمسہ نجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aansu Hain Aur Na Aah-o-zari Hai

Shamsa Najm

aansu hain aur na aah-o-zari hai
ek ajab dil ko be-qarari hai

tha adhura kabhi bina mere
jis ko do pal ka sath bhaari hai

kuchh na tha hath mein kabhi tere
sans tak pe be-iKHtyari hai

ji rahe ho samajh ke apni tum
ba-KHuda zindagi hamari hai

kuchh tamasha lage ki baqi hai
dhaDkanon ka jo khel jari hai

ji rahe hain bina tere ab tak
is mein qudrat ki dast-kari hai

'shamsa' mahfil mein ab ujala hai
kyunki ye raushni tumhaari hai

(517) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aansu Hain Aur Na Aah-o-zari Hai written by Shamsa Najm at UrduPoint. Aansu Hain Aur Na Aah-o-zari Hai is one of the masterpieces written by Shamsa Najm. You can also find the complete poetry collection of Shamsa Najm by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamsa Najm' above.

Aansu Hain Aur Na Aah-o-zari Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aansu Hain Aur Na Aah-o-zari Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.