Mujh Sa Kab Shahr-gard Tha Pahle, Urdu Ghazal By Shareef Munawwar

Mujh Sa Kab Shahr-gard Tha Pahle is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shareef Munawwar. Mujh Sa Kab Shahr-gard Tha Pahle comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Mujh Sa Kab Shahr-gard Tha Pahle on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ سا کب شہر گرد تھا پہلے

شریف منور

مجھ سا کب شہر گرد تھا پہلے

جو تھا صحرا نورد تھا پہلے

اتنی ہنگامہ خیز کب تھی حیات

اتنا تنہا نہ فرد تھا پہلے

برف باری تو ہوتی رہتی ہے

سرد ہوں میں نہ سرد تھا پہلے

اس قدر تو نہ پھول اے سرسوں

سبز موسم بھی زرد تھا پہلے

جس کو دیکھا وہ کہہ رہا تھا غزل

معتبر کب یہ درد تھا پہلے

شریف منور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujh Sa Kab Shahr-gard Tha Pahle

Shareef Munawwar

mujh sa kab shahr-gard tha pahle
jo tha sahra-naward tha pahle

itni hangama-KHez kab thi hayat
itna tanha na fard tha pahle

barf-bari to hoti rahti hai
sard hun main na sard tha pahle

is qadar to na phul ai sarson
sabz mausam bhi zard tha pahle

jis ko dekha wo kah raha tha ghazal
mo'atabar kab ye dard tha pahle

(305) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujh Sa Kab Shahr-gard Tha Pahle written by Shareef Munawwar at UrduPoint. Mujh Sa Kab Shahr-gard Tha Pahle is one of the masterpieces written by Shareef Munawwar. You can also find the complete poetry collection of Shareef Munawwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shareef Munawwar' above.

Mujh Sa Kab Shahr-gard Tha Pahle is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujh Sa Kab Shahr-gard Tha Pahle, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.