Jab Aaftab Ki Aag Is Zamin Ko ChaTegi, Urdu Ghazal By Shariq Jamal Nagpuri

Jab Aaftab Ki Aag Is Zamin Ko ChaTegi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shariq Jamal Nagpuri. Jab Aaftab Ki Aag Is Zamin Ko ChaTegi comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Jab Aaftab Ki Aag Is Zamin Ko ChaTegi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب آفتاب کی آگ اس زمیں کو چاٹے گی

شارق جمال ناگپوری

جب آفتاب کی آگ اس زمیں کو چاٹے گی

مکاں کی کھوج میں سڑکوں پہ بھیڑ بھاگے گی

میں دیکھتا ہی رہوں گا ترے سراپا کو

جب آنکھ سوئے گی میری نگاہ جاگے گی

جو ڈس رہی ہے ابھی جاگتی نگاہوں کی

سویرا ہوتے ہی وہ رات زہر کھائے گی

جو سونا چاہو تو دروازے بند کر لینا

کھلا رہے گا یہ کمرہ تو دھوپ جھانکے گی

لبوں پہ نیند کا غلبہ اگر ہوا شارقؔ

یقیں ہے میرے قلم کی زبان جاگے گی

شارق جمال ناگپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Aaftab Ki Aag Is Zamin Ko ChaTegi

Shariq Jamal Nagpuri

jab aaftab ki aag is zamin ko chaTegi
makan ki khoj mein saDkon pe bhiD bhagegi

main dekhta hi rahunga tere sarapa ko
jab aankh soegi meri nigah jagegi

jo Das rahi hai abhi jagti nigahon ki
sawera hote hi wo raat zahr khaegi

jo sona chaho to darwaze band kar lena
khula rahega ye kamra to dhup jhankegi

labon pe nind ka ghalbe agar hua 'shaariq'
yaqin hai mere qalam ki zaban jagegi

(442) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Aaftab Ki Aag Is Zamin Ko ChaTegi written by Shariq Jamal Nagpuri at UrduPoint. Jab Aaftab Ki Aag Is Zamin Ko ChaTegi is one of the masterpieces written by Shariq Jamal Nagpuri. You can also find the complete poetry collection of Shariq Jamal Nagpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shariq Jamal Nagpuri' above.

Jab Aaftab Ki Aag Is Zamin Ko ChaTegi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Aaftab Ki Aag Is Zamin Ko ChaTegi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.