ShaKHsiyat Jis Ki Anal-haq Ki Saza-war Lage, Urdu Ghazal By Shariq Jamal Nagpuri

ShaKHsiyat Jis Ki Anal-haq Ki Saza-war Lage is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shariq Jamal Nagpuri. ShaKHsiyat Jis Ki Anal-haq Ki Saza-war Lage comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read ShaKHsiyat Jis Ki Anal-haq Ki Saza-war Lage on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شخصیت جس کی انا الحق کی سزا وار لگے

شارق جمال ناگپوری

شخصیت جس کی انا الحق کی سزا وار لگے

ہر طرف اس کے نہ کیوں فلسفۂ دار لگے

سانس میں روکوں تو رک جائے نظام عالم

نبض ہاتھوں کی مرے وقت کی رفتار لگے

خبر حال چمن کیوں نہ ملے ناظر کو

ورق چہرۂ گل صفحۂ اخبار لگے

ہو گئی عام اندھیرے کی خبر چھپ نہ سکی

صبح ہر چہرے ہمیں رات کے اخبار لگے

جس کی نظروں میں نہیں سیپ کی کوئی قیمت

ابر نیساں کا عمل ہی اسے در بار لگے

شارق جمال ناگپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ShaKHsiyat Jis Ki Anal-haq Ki Saza-war Lage

Shariq Jamal Nagpuri

shaKHsiyat jis ki anal-haq ki saza-war lage
har taraf us ke na kyon falsafa-e-dar lage

sans main rokun to ruk jae nizam-e-alam
nabz hathon ki mere waqt ki raftar lage

KHabar-e-haal-e-chaman kyon na mile nazir ko
waraq-e-chehra-e-gul safha-e-aKHbar lage

ho gai aam andhere ki KHabar chhup na saki
subh har chehre hamein raat ke aKHbar lage

jis ki nazron mein nahin sip ki koi qimat
abr-e-naisan ka amal hi use dur-bar lage

(488) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ShaKHsiyat Jis Ki Anal-haq Ki Saza-war Lage written by Shariq Jamal Nagpuri at UrduPoint. ShaKHsiyat Jis Ki Anal-haq Ki Saza-war Lage is one of the masterpieces written by Shariq Jamal Nagpuri. You can also find the complete poetry collection of Shariq Jamal Nagpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shariq Jamal Nagpuri' above.

ShaKHsiyat Jis Ki Anal-haq Ki Saza-war Lage is a widely read Urdu Ghazal. If you like ShaKHsiyat Jis Ki Anal-haq Ki Saza-war Lage, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.