Sab Se Pahli KHata Mohabbat Hai, Urdu Ghazal By Sharjeel Ansari

Sab Se Pahli KHata Mohabbat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sharjeel Ansari. Sab Se Pahli KHata Mohabbat Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sab Se Pahli KHata Mohabbat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سب سے پہلی خطا محبت ہے

شرجیل انصاری

سب سے پہلی خطا محبت ہے

اور اس کی سزا محبت ہے

مجھ سے بے انتہا گلہ ہے تمہیں

یعنی بے انتہا محبت ہے

تم تکلف برتنا چھوڑو اگر

پھر بتاؤں گا کیا محبت ہے

اک نجومی نے ہاتھ دیکھا مرا

اور کہنے لگا محبت ہے

یار بے جا وضاحتیں مت کر

صرف اتنا بتا محبت ہے

سب نے تیری طرف اشارہ کیا

میں نے پوچھا تھا کیا محبت ہے

ایک درویش وجد میں آ کر

کہہ رہا تھا خدا محبت ہے

عشق ہے انتہا محبت کی

عشق کی ابتدا محبت ہے

شرجیل انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sab Se Pahli KHata Mohabbat Hai

Sharjeel Ansari

sab se pahli KHata mohabbat hai
aur is ki saza mohabbat hai

mujh se be-intiha gila hai tumhein
ya'ni be-intiha mohabbat hai

tum takalluf baratna chhoDo agar
phir bataunga kya mohabbat hai

ek nujumi ne hath dekha mera
aur kahne laga mohabbat hai

yar beja wazahaten mat kar
sirf itna bata mohabbat hai

sab ne teri taraf ishaara kiya
main ne puchha tha kya mohabbat hai

ek darwesh wajd mein aa kar
kah raha tha KHuda mohabbat hai

'ishq hai intiha mohabbat ki
'ishq ki ibtida mohabbat hai

(804) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sab Se Pahli KHata Mohabbat Hai written by Sharjeel Ansari at UrduPoint. Sab Se Pahli KHata Mohabbat Hai is one of the masterpieces written by Sharjeel Ansari. You can also find the complete poetry collection of Sharjeel Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sharjeel Ansari' above.

Sab Se Pahli KHata Mohabbat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sab Se Pahli KHata Mohabbat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.