Shor Ke Shar Mein Naz Sakin Hain, Urdu Ghazal By Shaz Malik

Shor Ke Shar Mein Naz Sakin Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaz Malik. Shor Ke Shar Mein Naz Sakin Hain comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Shor Ke Shar Mein Naz Sakin Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شور کے شر میں ناز ساکن ہیں

شاذ ملک

شور کے شر میں ناز ساکن ہیں

چپ کی آنکھوں میں ساز ساکن ہیں

شہر خاموش میں کبھی دیکھو

زندگی کے ہی راز ساکن ہیں

لے کے عمروں کی دھول چہروں پر

ہم اے عمر دراز ساکن ہیں

کیسی افتاد ہے زمانے پر

سب یہاں چارہ ساز ساکن ہیں

نیک نیت جو لوگ ہیں سارے

دل میں لے کر گداز ساکن ہیں

دل نے جب سے شعور پایا ہے

سانس کے تار شاذؔ ساکن ہیں

شاذ ملک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shor Ke Shar Mein Naz Sakin Hain

Shaz Malik

shor ke shar mein naz sakin hain
chup ki aankhon mein saz sakin hain

shahr-e-KHamosh mein kabhi dekho
zindagi ke hi raaz sakin hain

le ke umron ki dhul chehron par
hum ai umr-e-daraaz sakin hain

kaisi uftad hai zamane par
sab yahan chaara-saz sakin hain

nek-niyyat jo log hain sare
dil mein le kar gudaz sakin hain

dil ne jab se shuur paya hai
sans ke tar 'shaz' sakin hain

(468) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shor Ke Shar Mein Naz Sakin Hain written by Shaz Malik at UrduPoint. Shor Ke Shar Mein Naz Sakin Hain is one of the masterpieces written by Shaz Malik. You can also find the complete poetry collection of Shaz Malik by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaz Malik' above.

Shor Ke Shar Mein Naz Sakin Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shor Ke Shar Mein Naz Sakin Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.