Kai Shaklon Mein KHud Ko Sochta Hai, Urdu Ghazal By Sheen Kaaf Nizam

Kai Shaklon Mein KHud Ko Sochta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sheen Kaaf Nizam. Kai Shaklon Mein KHud Ko Sochta Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Kai Shaklon Mein KHud Ko Sochta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کئی شکلوں میں خود کو سوچتا ہے

شین کاف نظام

کئی شکلوں میں خود کو سوچتا ہے

سمندر پیکروں کا سلسلہ ہے

بدلتی رت کا نوحہ سن رہا ہے

ندی سوئی ہے جنگل جاگتا ہے

بکھرنے والا خود منظر بہ منظر

مجھے کیوں ذرہ ذرہ جوڑتا ہے

سنو تو پھر ہوا کا تیز جھونکا

کسے آواز دیتا جا رہا ہے

ہوا کا ہاتھ تھامے اڑ رہا ہوں

ہوا فاصل ہوا ہی فاصلا ہے

حدود ارض میں گم ہونے والا

افق کو امکاں امکاں جانتا ہے

شین کاف نظام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kai Shaklon Mein KHud Ko Sochta Hai

Sheen Kaaf Nizam

kai shaklon mein KHud ko sochta hai
samundar paikaron ka silsila hai

badalti rut ka nauha sun raha hai
nadi soi hai jangal jagta hai

bikharne wala KHud manzar-ba-manzar
mujhe kyun zarra zarra joDta hai

suno to phir hawa ka tez jhonka
kise aawaz deta ja raha hai

hawa ka hath thame uD raha hun
hawa fasil hawa hi fasla hai

hudud-e-arz mein gum hone wala
ufuq ko imkan imkan jaanta hai

(259) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kai Shaklon Mein KHud Ko Sochta Hai written by Sheen Kaaf Nizam at UrduPoint. Kai Shaklon Mein KHud Ko Sochta Hai is one of the masterpieces written by Sheen Kaaf Nizam. You can also find the complete poetry collection of Sheen Kaaf Nizam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sheen Kaaf Nizam' above.

Kai Shaklon Mein KHud Ko Sochta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kai Shaklon Mein KHud Ko Sochta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.