Wo BaDe Bante Hain Apne Nam Se, Urdu Ghazal By Siraj Faisal Khan

Wo BaDe Bante Hain Apne Nam Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Siraj Faisal Khan. Wo BaDe Bante Hain Apne Nam Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo BaDe Bante Hain Apne Nam Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ بڑے بنتے ہیں اپنے نام سے

سراج فیصل خان

وہ بڑے بنتے ہیں اپنے نام سے

ہم بڑے بنتے ہے اپنے کام سے

وہ کبھی آغاز کر سکتے نہیں

خوف لگتا ہے جنہیں انجام سے

اک نظر محفل میں دیکھا تھا جسے

ہم تو کھوئے ہے اسی میں شام سے

دوستی چاہت وفا اس دور میں

کام رکھ اے دوست اپنے کام سے

جن سے کوئی واسطہ تک ہے نہیں

کیوں وہ جلتے ہے ہمارے نام سے

اس کے دل کی آگ ٹھنڈی پڑ گئی

مجھ کو شہرت مل گئی الزام سے

محفلوں میں ذکر مت کرنا مرا

آگ لگ جاتی ہے میرے نام سے

سراج فیصل خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo BaDe Bante Hain Apne Nam Se

Siraj Faisal Khan

wo baDe bante hain apne nam se
hum baDe bante hai apne kaam se

wo kabhi aaghaz kar sakte nahin
KHauf lagta hai jinhen anjam se

ek nazar mahfil mein dekha tha jise
hum to khoe hai usi mein sham se

dosti chahat wafa is daur mein
kaam rakh ai dost apne kaam se

jin se koi wasta tak hai nahin
kyun wo jalte hai hamare nam se

us ke dil ki aag ThanDi paD gai
mujh ko shohrat mil gai ilzam se

mahfilon mein zikr mat karna mera
aag lag jati hai mere nam se

(362) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo BaDe Bante Hain Apne Nam Se written by Siraj Faisal Khan at UrduPoint. Wo BaDe Bante Hain Apne Nam Se is one of the masterpieces written by Siraj Faisal Khan. You can also find the complete poetry collection of Siraj Faisal Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Siraj Faisal Khan' above.

Wo BaDe Bante Hain Apne Nam Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo BaDe Bante Hain Apne Nam Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.