Wo Dil Kab Dil Hai Kahlane Ke Qabil, Urdu Ghazal By Sufi Zamzam Bijnori

Wo Dil Kab Dil Hai Kahlane Ke Qabil is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sufi Zamzam Bijnori. Wo Dil Kab Dil Hai Kahlane Ke Qabil comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Wo Dil Kab Dil Hai Kahlane Ke Qabil on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ دل کب دل ہے کہلانے کے قابل

صوفی زمزم بجنوری

وہ دل کب دل ہے کہلانے کے قابل

جو کعبے کے نہ بت خانے کے قابل

ہو جس کا درس اپنانے کے قابل

وہ افسانہ ہے دہرانے کے قابل

تمہاری زلف اور شانے کے قابل

یہ ہے زنجیر دیوانے کے قابل

ہمیں تھے اک فقط شاید ہمیں تھے

تری محفل میں کام آنے کے قابل

بنے ہے مدتوں میں دل بنے ہے

شہید ناز کہلانے کے قابل

مری قسمت کہاں ہے میں کہاں ہوں

دیار دوست میں جانے کے قابل

یہ اہل گلستاں گر چاہیں زمزمؔ

چمن ہے تو بہار آنے کے قابل

صوفی زمزم بجنوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Dil Kab Dil Hai Kahlane Ke Qabil

Sufi Zamzam Bijnori

wo dil kab dil hai kahlane ke qabil
jo kabe ke na but-KHane ke qabil

ho jis ka dars apnane ke qabil
wo afsana hai dohrane ke qabil

tumhaari zulf aur shane ke qabil
ye hai zanjir diwane ke qabil

hamin the ek faqat shayad hamin the
teri mahfil mein kaam aane ke qabil

bane hai muddaton mein dil bane hai
shahid-e-naz kahlane ke qabil

meri qismat kahan hai main kahan hun
dayar-e-dost mein jaane ke qabil

ye ahl-e-gulsitan gar chahen 'zamzam'
chaman hai to bahaar aane ke qabil

(244) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Dil Kab Dil Hai Kahlane Ke Qabil written by Sufi Zamzam Bijnori at UrduPoint. Wo Dil Kab Dil Hai Kahlane Ke Qabil is one of the masterpieces written by Sufi Zamzam Bijnori. You can also find the complete poetry collection of Sufi Zamzam Bijnori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sufi Zamzam Bijnori' above.

Wo Dil Kab Dil Hai Kahlane Ke Qabil is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Dil Kab Dil Hai Kahlane Ke Qabil, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.