Kaho Buton Se Ki Hum Taba Sada Rakhte Hain, Urdu Ghazal By Syed Abid Ali Abid

Kaho Buton Se Ki Hum Taba Sada Rakhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Abid Ali Abid. Kaho Buton Se Ki Hum Taba Sada Rakhte Hain comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaho Buton Se Ki Hum Taba Sada Rakhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہو بتوں سے کہ ہم طبع سادہ رکھتے ہیں

سید عابد علی عابد

کہو بتوں سے کہ ہم طبع سادہ رکھتے ہیں

پھر ان سے عرض وفا کا ارادہ رکھتے ہیں

یہی خطا ہے کہ اس گیر و دار میں ہم لوگ

دل شگفتہ جبین کشادہ رکھتے ہیں

خدا گواہ کہ اصنام سے ہے کم رغبت

صنم گری کی تمنا زیادہ رکھتے ہیں

دکان بادہ فروشاں کے صحن میں عابدؔ

فرشتے خلد کا اک در کشادہ رکھتے ہیں

سید عابد علی عابد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaho Buton Se Ki Hum Taba Sada Rakhte Hain

Syed Abid Ali Abid

kaho buton se ki hum taba sada rakhte hain
phir un se arz-e-wafa ka irada rakhte hain

yahi KHata hai ki is gir-o-dar mein hum log
dil-e-shagufta jabin-e-kushada rakhte hain

KHuda gawah ki asnam se hai kam raghbat
sanam-gari ki tamanna ziyaada rakhte hain

dukan-e-baada-faroshan ke sahn mein 'abid'
farishte KHuld ka ek dar kushada rakhte hain

(334) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaho Buton Se Ki Hum Taba Sada Rakhte Hain written by Syed Abid Ali Abid at UrduPoint. Kaho Buton Se Ki Hum Taba Sada Rakhte Hain is one of the masterpieces written by Syed Abid Ali Abid. You can also find the complete poetry collection of Syed Abid Ali Abid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Abid Ali Abid' above.

Kaho Buton Se Ki Hum Taba Sada Rakhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaho Buton Se Ki Hum Taba Sada Rakhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.