Ye Justuju Mein Na Jaane Kis Ki Charagh Aankhon Ke Jal Rahe Hain, Urdu Ghazal By Syed Asif Dasnavi

Ye Justuju Mein Na Jaane Kis Ki Charagh Aankhon Ke Jal Rahe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Asif Dasnavi. Ye Justuju Mein Na Jaane Kis Ki Charagh Aankhon Ke Jal Rahe Hain comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Justuju Mein Na Jaane Kis Ki Charagh Aankhon Ke Jal Rahe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ جستجو میں نہ جانے کس کی چراغ آنکھوں کے جل رہے ہیں

سید آصف دسنوی

یہ جستجو میں نہ جانے کس کی چراغ آنکھوں کے جل رہے ہیں

کہ قید ہستی سے ہم نکل کر افق کی راہوں پہ چل رہے ہیں

یہ وقت جانے عذاب کیسے شدید مجھ پر اتارتا ہے

یہ چاند تارے حسین منظر نظر میں جیسے پگھل رہے ہیں

کہیں امیدوں کی یہ قناتیں جو ٹوٹتیں تو غضب ہی ہوتا

مرے عزائم مرے ارادے بلندیوں پر سنبھل رہے ہیں

کسے خبر تھی کہ رت خزاں کی وجود میں ہے رچی بسی سی

تلاش فصل بہار میں ہم فنا کی راہوں پہ چل رہے ہیں

مری انا پر یہ وار گہرا نہ جانے کس نے کیا ہے آصفؔ

جو اشک آنکھوں میں آ رہے ہیں لہو کے قطروں میں ڈھل رہے ہیں

سید آصف دسنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Justuju Mein Na Jaane Kis Ki Charagh Aankhon Ke Jal Rahe Hain

Syed Asif Dasnavi

ye justuju mein na jaane kis ki charagh aankhon ke jal rahe hain
ki qaid-e-hasti se hum nikal kar ufuq ki rahon pe chal rahe hain

ye waqt jaane azab kaise shadid mujh par utarta hai
ye chand tare hasin manzar nazar mein jaise pighal rahe hain

kahin umidon ki ye qanaten jo TuTtin to ghazab hi hota
mere azaem mere irade bulandiyon par sanbhal rahe hain

kise KHabar thi ki rut KHizan ki wajud mein hai rachi basi si
talash-e-fasl-e-bahaar mein hum fana ki rahon pe chal rahe hain

meri ana par ye war gahra na jaane kis ne kiya hai 'asif'
jo ashk aankhon mein aa rahe hain lahu ke qatron mein Dhal rahe hain

(308) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Justuju Mein Na Jaane Kis Ki Charagh Aankhon Ke Jal Rahe Hain written by Syed Asif Dasnavi at UrduPoint. Ye Justuju Mein Na Jaane Kis Ki Charagh Aankhon Ke Jal Rahe Hain is one of the masterpieces written by Syed Asif Dasnavi. You can also find the complete poetry collection of Syed Asif Dasnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Asif Dasnavi' above.

Ye Justuju Mein Na Jaane Kis Ki Charagh Aankhon Ke Jal Rahe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Justuju Mein Na Jaane Kis Ki Charagh Aankhon Ke Jal Rahe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.