Aql Ki Jaan Par Ban Aai Hai, Urdu Ghazal By Syed Hamid

Aql Ki Jaan Par Ban Aai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Hamid. Aql Ki Jaan Par Ban Aai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aql Ki Jaan Par Ban Aai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عقل کی جان پر بن آئی ہے

سید حامد

عقل کی جان پر بن آئی ہے

عشق سے زور آزمائی ہے

حسن زا ہے جمال کا پندار

حسن پندار خود نمائی ہے

لاجونتی کو ہے گمان نظر

ہم نے دیکھا نہیں لجائی ہے

جنس دل کا نہ تھا کوئی گاہک

آپ نے کس لیے چرائی ہے

ہاتھ یا رب دعا میں پھیلانا

قطع احساس نارسائی ہے

قہر سے اخذ بھاپ کی طاقت

حسن سے وصف کہربائی ہے

ڈھونڈھتی ہیں وہ منفعل نظریں

داد محفل سے اٹھ کے پائی ہے

عشق کیا جرم ہے کہ اخفا کو

آپ نے مشکل یہ بنائی ہے

کہہ رہی ہے حکایت تیمور

لنگ عذر شکستہ پائی ہے

ہے ہمارے لیے خدا کافی

آپ کے واسطے خدائی ہے

خلق کے حسن خلق سے بہتر

آپ کی وضع کج‌ ادائی ہے

سید حامد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aql Ki Jaan Par Ban Aai Hai

Syed Hamid

aql ki jaan par ban aai hai
ishq se zor-azmai hai

husn-e-za hai jamal ka pindar
husn-e-pindar KHud-numai hai

lajwanti ko hai guman-e-nazar
hum ne dekha nahin lajai hai

jins-e-dil ka na tha koi gahak
aap ne kis liye churai hai

hath yarab dua mein phailana
qat-e-ehsas-e-na-rasai hai

qahr se aKHz bhap ki taqat
husn se wasf-e-kahrubai hai

DhunDhti hain wo munfail nazren
dad mahfil se uTh ke pai hai

ishq kya jurm hai ki iKHfa ko
aap ne mushkil ye banai hai

kah rahi hai hikayat-e-taimur
lang uzr-e-shikasta-pai hai

hai hamare liye KHuda kafi
aap ke waste KHudai hai

KHalq ke husn KHalq se behtar
aap ki waz-e-kaj-adai hai

(367) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aql Ki Jaan Par Ban Aai Hai written by Syed Hamid at UrduPoint. Aql Ki Jaan Par Ban Aai Hai is one of the masterpieces written by Syed Hamid. You can also find the complete poetry collection of Syed Hamid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Hamid' above.

Aql Ki Jaan Par Ban Aai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aql Ki Jaan Par Ban Aai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.