Ye Meri Aankhon Ki Sozish Ko Dekh Dard Samajh, Urdu Ghazal By Syed Konain Haider Kazmi

Ye Meri Aankhon Ki Sozish Ko Dekh Dard Samajh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Konain Haider Kazmi. Ye Meri Aankhon Ki Sozish Ko Dekh Dard Samajh comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Meri Aankhon Ki Sozish Ko Dekh Dard Samajh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ میری آنکھوں کی سوزش کو دیکھ درد سمجھ

سید کونین حیدر کاظمی

یہ میری آنکھوں کی سوزش کو دیکھ درد سمجھ

سفید بالوں کو میرے سفر کی گرد سمجھ

کچھ ایسے قاعدے ہیں کہ بدل نہیں جن کا

تو نیلے آسماں کو ایک لمحہ زرد سمجھ

نہ پوچھ ہم پہ گزرتی ہے ہجر میں کیا دوست

کلیجہ آوے ہے منہ کو بدن کو سرد سمجھ

جسے بلاتے ہیں کم کم ہی سارے گھر والے

مجھے تو میرے گھرانے کا وہ ہی فرد سمجھ

اب ایسا مسئلہ ہے تیرا ہونا میرے لئے

کہ جیسے بے وجہ ہوتا ہے سر میں درد سمجھ

سید کونین حیدر کاظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Meri Aankhon Ki Sozish Ko Dekh Dard Samajh

Syed Konain Haider Kazmi

ye meri aankhon ki sozish ko dekh dard samajh
safed baalon ko mere safar ki gard samajh

kuchh aise qaede hain ki badal nahin jin ka
tu nile aasman ko ek lamha zard samajh

na puchh hum pe guzarti hai hijr mein kya dost
kaleja aawe hai munh ko badan ko sard samajh

jise bulate hain kam-kam hi sare ghar wale
mujhe tu mere gharane ka wo hi fard samajh

ab aisa masala hai tera hona mere liye
ki jaise be-wajh hota hai sar mein dard samajh

(444) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Meri Aankhon Ki Sozish Ko Dekh Dard Samajh written by Syed Konain Haider Kazmi at UrduPoint. Ye Meri Aankhon Ki Sozish Ko Dekh Dard Samajh is one of the masterpieces written by Syed Konain Haider Kazmi. You can also find the complete poetry collection of Syed Konain Haider Kazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Konain Haider Kazmi' above.

Ye Meri Aankhon Ki Sozish Ko Dekh Dard Samajh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Meri Aankhon Ki Sozish Ko Dekh Dard Samajh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.