Des Ke Bachcho, Urdu Nazam By Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi

Des Ke Bachcho is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi. Des Ke Bachcho comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Des Ke Bachcho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیس کے بچو

سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

دیس کے بچو پیارے بچو

سب کی آنکھ کے تارے بچو

تم سے شان وطن کی پیارے

تم ہو آن وطن کی پیارے

تم ہی دیس کے رکھوالے ہو

تم دھرتی کے اجیالے ہو

ہر سو آج اندھیرا دیکھو

بغض و حسد کا ڈیرا دیکھو

بھائی بھائی سے لڑتا ہے

ہائے یہ کیسا دن آیا ہے

نفرت کی اک آگ لگی ہے

دھرتی غم سے ڈول رہی ہے

آؤ تم بھی دیپ جلاؤ

اندھیارے کو دور بھگاؤ

گیت کچھ ایسے مل کر گاؤ

پیار کی دل میں جوت جلاؤ

سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Des Ke Bachcho

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi

des ke bachcho pyare bachcho
sab ki aankh ke tare bachcho
tum se shan watan ki pyare
tum ho aan watan ki pyare
tum hi des ke rakhwale ho
tum dharti ke ujiyale ho
har su aaj andhera dekho
bughz-o-hasad ka Dera dekho
bhai bhai se laDta hai
hae ye kaisa din aaya hai
nafrat ki ek aag lagi hai
dharti gham se Dol rahi hai
aao tum bhi dip jalao
andhiyare ko dur bhagao
git kuchh aise mil kar gao
pyar ki dil mein jot jalao

(364) ووٹ وصول ہوئے

More Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Poetry

بہ شکل شبنم ٹپک کے ہر گل پہ حسن گل کا نکھار ہو جا

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Ba-shakl-e-shabnam Tapak Ke Har Gul Pe Husn-e-gul Ka Nikhaar Ho Ja

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

دیس کے بچو

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Des Ke Bachcho

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

کس طرح کٹتی ہے غم کی شام دیکھا چاہئے

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Kis Tarah Katti Hai Gham Ki Sham Dekha Chahiye

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

یارو کیسی بستی ہے یہ کیسے ہیں دیوانے لوگ

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Yaro Kaisi Basti Hai Ye Kaise Hain Diwane Log

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

جو لذت درد میں ہے جانتے ہیں

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Jo Lazzat Dard Mein Hai Jaante Hain

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

کیوں باد مخالف سے لرزاں و پریشاں ہو

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Kyon Baad-e-mukhaalif Se Larzan-o-pareshan Ho

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

ہر سمت ہے طوفان بلا سوچ رہا ہوں

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Har Samt Hai Tufan-e-bala Soch Raha Hun

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

دل میں چراغ شوق جلانے سے فائدہ

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Dil Mein Charagh-e-shauq Jalane Se Faeda

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

You can read Des Ke Bachcho written by Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi at UrduPoint. Des Ke Bachcho is one of the masterpieces written by Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi. You can also find the complete poetry collection of Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi' above.

Des Ke Bachcho is a widely read Urdu Nazam. If you like Des Ke Bachcho, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.