Yaro Kaisi Basti Hai Ye Kaise Hain Diwane Log, Urdu Ghazal By Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi

Yaro Kaisi Basti Hai Ye Kaise Hain Diwane Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi. Yaro Kaisi Basti Hai Ye Kaise Hain Diwane Log comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Yaro Kaisi Basti Hai Ye Kaise Hain Diwane Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یارو کیسی بستی ہے یہ کیسے ہیں دیوانے لوگ

سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

یارو کیسی بستی ہے یہ کیسے ہیں دیوانے لوگ

آپس میں ہیں دست و گریباں سب جانے پہچانے لوگ

اپنے من کے سانپ کا ہی کچھ خوف سمایا رہتا ہے

جب ہی اپنے سائے سے ہیں آج لگے ڈر جانے لوگ

کچھ تو وقت کی آندھی نے ہی دل کی راکھ کریدی ہے

کچھ نا سمجھی سے بھی اپنی آگ لگے بھڑکانے لوگ

نفرت کے اک ناگ نے گویا سب کو ہی ڈس رکھا ہے

کل ہم کو پہچان رہے تھے آج نہیں پہچانے لوگ

کل تک اس ڈیوڑھی پر آکر درس وفا لے جاتے تھے

آہ اسی در پر آئے ہیں آج ہمیں سمجھانے لوگ

کیا پوچھو ہو کیا بتلائیں دل پر کیا کچھ بیتی ہے

کل تک سب اپنے ہی تھے کیوں آج ہوئے بیگانے لوگ

اپنے دل میں ہم کیا کیا طوفاں چھپائے بیٹھے ہیں

کیا جانیں گے کیا سمجھیں گے یہ غم سے بیگانے لوگ

کل تک جہد مسلسل کو ہی اپنا شعار بنایا تھا

شیش محل کے سپنوں میں ہی آج لگے کھو جانے لوگ

شیخ و حرم کے جھگڑوں سے تو دل کچھ اتنا اوب گیا

دیر و حرم کو چھوڑ کے اب تو آ بیٹھے میخانے لوگ

کل تک ہم ہی ناز وطن تھے ہم ہی شان گلشن تھے

ننگ وطن گردان کے ہم کو آج لگے ٹھکرانے لوگ

اک احساس کی چنگاری سے دل میں آگ وہ بھڑکی ہے

چہرے کی رنگت سے دل کا حال لگے بتلانے لوگ

خوشبو دل کے زخموں کی پھر آج ضیاؔ کے پھیلی ہے

دیکھو اس کے پاؤں میں بیڑی آئے ہیں پہنانے لوگ

سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yaro Kaisi Basti Hai Ye Kaise Hain Diwane Log

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi

yaro kaisi basti hai ye kaise hain diwane log
aapas mein hain dast-o-gareban sab jaane pahchane log

apne man ke sanp ka hi kuchh KHauf samaya rahta hai
jab hi apne sae se hain aaj lage Dar jaane log

kuchh to waqt ki aandhi ne hi dil ki rakh kuredi hai
kuchh na-samjhi se bhi apni aag lage bhaDkane log

nafrat ke ek nag ne goya sab ko hi Das rakkha hai
kal hum ko pahchan rahe the aaj nahin pahchane log

kal tak is DyoDhi par aakar dars-e-wafa le jate the
aah isi dar par aae hain aaj hamein samjhane log

kya puchho ho kya batlaen dil par kya kuchh biti hai
kal tak sab apne hi the kyun aaj hue begane log

apne dil mein hum kya kya tufan chhupae baiThe hain
kya jaanenge kya samjhenge ye gham se begane log

kal tak jehd-e-musalsal ko hi apna shiar banaya tha
shish-mahal ke sapnon mein hi aaj lage kho jaane log

shaiKH-o-haram ke jhagDon se to dil kuchh itna ub gaya
dair-o-haram ko chhoD ke ab to aa baiThe maiKHane log

kal tak hum hi naz-e-watan the hum hi shan-e-gulshan the
nang-e-watan gardan ke hum ko aaj lage Thukrane log

ek ehsas ki chingari se dil mein aag wo bhaDki hai
chehre ki rangat se dil ka haal lage batlane log

KHushbu dil ke zaKHmon ki phir aaj 'ziya' ke phaili hai
dekho us ke panw mein beDi aae hain pahnane log

(433) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Poetry

بہ شکل شبنم ٹپک کے ہر گل پہ حسن گل کا نکھار ہو جا

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Ba-shakl-e-shabnam Tapak Ke Har Gul Pe Husn-e-gul Ka Nikhaar Ho Ja

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

کس طرح کٹتی ہے غم کی شام دیکھا چاہئے

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Kis Tarah Katti Hai Gham Ki Sham Dekha Chahiye

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

دیس کے بچو

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Des Ke Bachcho

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

جو لذت درد میں ہے جانتے ہیں

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Jo Lazzat Dard Mein Hai Jaante Hain

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

ہر سمت ہے طوفان بلا سوچ رہا ہوں

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Har Samt Hai Tufan-e-bala Soch Raha Hun

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

یارو کیسی بستی ہے یہ کیسے ہیں دیوانے لوگ

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Yaro Kaisi Basti Hai Ye Kaise Hain Diwane Log

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

دل میں چراغ شوق جلانے سے فائدہ

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Dil Mein Charagh-e-shauq Jalane Se Faeda

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

کیوں باد مخالف سے لرزاں و پریشاں ہو

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Kyon Baad-e-mukhaalif Se Larzan-o-pareshan Ho

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

You can read Yaro Kaisi Basti Hai Ye Kaise Hain Diwane Log written by Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi at UrduPoint. Yaro Kaisi Basti Hai Ye Kaise Hain Diwane Log is one of the masterpieces written by Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi. You can also find the complete poetry collection of Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi' above.

Yaro Kaisi Basti Hai Ye Kaise Hain Diwane Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yaro Kaisi Basti Hai Ye Kaise Hain Diwane Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.