Har Samt Hai Tufan-e-bala Soch Raha Hun, Urdu Ghazal By Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi

Har Samt Hai Tufan-e-bala Soch Raha Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi. Har Samt Hai Tufan-e-bala Soch Raha Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Samt Hai Tufan-e-bala Soch Raha Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر سمت ہے طوفان بلا سوچ رہا ہوں

سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

ہر سمت ہے طوفان بلا سوچ رہا ہوں

قسمت میں ہے کیا اپنی لکھا سوچ رہا ہوں

یہ مجھ کو ملی کس کی سزا سوچ رہا ہوں

کیا مجھ سے ہوئی کوئی خطا سوچ رہا ہوں

کہتے ہیں توقع ہی نہیں مجھ کو کسی سے

کرتے ہیں مگر پھر بھی گلا سوچ رہا ہوں

کچھ پاس وفا خون کا رکھنا ہی پڑے گا

اپنا تو ہے ہو لاکھ برا سوچ رہا ہوں

تار نفس شوق میں الجھا ہے زمانہ

انجام غم شوق ہو کیا سوچ رہا ہوں

لالی تو نہ تھی اتنی کبھی شوخ حنا کی

کیوں آج ہے یہ رنگ حنا سوچ رہا ہوں

سرسبز تھا کل تک سو جلا آج پڑا ہے

گلشن میں چلی کیسی ہوا سوچ رہا ہوں

کرتے ہیں وہ خود قتل پس مرگ ہیں روتے

واللہ ہے یہ کیسی ادا سوچ رہا ہوں

میں سوچ رہا ہوں وہ مجھے بھول ہی بیٹھے

کیوں میں نہ انہیں بھول سکا سوچ رہا ہوں

کیوں مجھ سے خفا آپ ہیں کیوں روٹھے ہوئے ہیں

کیا مجھ سے ہوئی ایسی خطا سوچ رہا ہوں

منہ پھیرے گزر جائیں گے مجھ سے بھی کبھی وہ

پہلے کبھی سوچا بھی نہ تھا سوچ رہا ہوں

کچھ اپنی تباہی کا نہیں مجھ کو ضیاؔ غم

جاتی ہے کدھر اب یہ بلا سوچ رہا ہوں

سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Samt Hai Tufan-e-bala Soch Raha Hun

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi

har samt hai tufan-e-bala soch raha hun
qismat mein hai kya apni likha soch raha hun

ye mujh ko mili kis ki saza soch raha hun
kya mujh se hui koi KHata soch raha hun

kahte hain tawaqqo hi nahin mujh ko kisi se
karte hain magar phir bhi gila soch raha hun

kuchh pas-e-wafa KHun ka rakhna hi paDega
apna to hai ho lakh bura soch raha hun

tar-e-nafas-e-shauq mein uljha hai zamana
anjam-e-gham-e-shauq ho kya soch raha hun

lali to na thi itni kabhi shoKH hina ki
kyon aaj hai ye rang-e-hina soch raha hun

sarsabz tha kal tak so jala aaj paDa hai
gulshan mein chali kaisi hawa soch raha hun

karte hain wo KHud qatl pas-e-marg hain rote
wallah hai ye kaisi ada soch raha hun

main soch raha hun wo mujhe bhul hi baiThe
kyon main na unhen bhul saka soch raha hun

kyon mujh se KHafa aap hain kyon ruThe hue hain
kya mujh se hui aisi KHata soch raha hun

munh phere guzar jaenge mujh se bhi kabhi wo
pahle kabhi socha bhi na tha soch raha hun

kuchh apni tabahi ka nahin mujh ko 'ziya' gham
jati hai kidhar ab ye bala soch raha hun

(488) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Poetry

دل میں چراغ شوق جلانے سے فائدہ

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Dil Mein Charagh-e-shauq Jalane Se Faeda

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

دیس کے بچو

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Des Ke Bachcho

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

ہر سمت ہے طوفان بلا سوچ رہا ہوں

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Har Samt Hai Tufan-e-bala Soch Raha Hun

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

کیوں باد مخالف سے لرزاں و پریشاں ہو

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Kyon Baad-e-mukhaalif Se Larzan-o-pareshan Ho

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

کس طرح کٹتی ہے غم کی شام دیکھا چاہئے

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Kis Tarah Katti Hai Gham Ki Sham Dekha Chahiye

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

بہ شکل شبنم ٹپک کے ہر گل پہ حسن گل کا نکھار ہو جا

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Ba-shakl-e-shabnam Tapak Ke Har Gul Pe Husn-e-gul Ka Nikhaar Ho Ja

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

یارو کیسی بستی ہے یہ کیسے ہیں دیوانے لوگ

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Yaro Kaisi Basti Hai Ye Kaise Hain Diwane Log

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

جو لذت درد میں ہے جانتے ہیں

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Jo Lazzat Dard Mein Hai Jaante Hain

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

You can read Har Samt Hai Tufan-e-bala Soch Raha Hun written by Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi at UrduPoint. Har Samt Hai Tufan-e-bala Soch Raha Hun is one of the masterpieces written by Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi. You can also find the complete poetry collection of Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi' above.

Har Samt Hai Tufan-e-bala Soch Raha Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Samt Hai Tufan-e-bala Soch Raha Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.