Kis Tarah KaTti Hai Gham Ki Sham Dekha Chahiye, Urdu Ghazal By Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi

Kis Tarah KaTti Hai Gham Ki Sham Dekha Chahiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi. Kis Tarah KaTti Hai Gham Ki Sham Dekha Chahiye comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Kis Tarah KaTti Hai Gham Ki Sham Dekha Chahiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس طرح کٹتی ہے غم کی شام دیکھا چاہئے

سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

کس طرح کٹتی ہے غم کی شام دیکھا چاہئے

درد کا ہوتا ہے کیا انجام دیکھا چاہئے

بے خودی شوریدگی کا آج ان کی بزم میں

کس کے سر آتا ہے پھر الزام دیکھا چاہئے

جلوہ گر ہے حسن صد ناز و ادا سے بام پر

کون پھر آتا ہے زیر دام دیکھا چاہئے

پھر وہی سوز تمنا پھر وہی جوش جنوں

حشر تیرا اے دل ناکام دیکھا چاہئے

کون ہوتا ہے بھری دنیا میں اب اپنا رفیق

التفات گردش ایام دیکھا چاہئے

تشنہ لب اٹھتا ہوں ان کی بزم سے یا شاد کام

صبر کا ملتا ہے کیا انعام دیکھا چاہئے

نام ہو دشنام ہو انجام جو بھی ہو ضیاؔ

لے لیا ہے بڑھ کے ہم نے جام دیکھا چاہئے

سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Tarah KaTti Hai Gham Ki Sham Dekha Chahiye

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi

kis tarah kaTti hai gham ki sham dekha chahiye
dard ka hota hai kya anjam dekha chahiye

be-KHudi shoridgi ka aaj un ki bazm mein
kis ke sar aata hai phir ilzam dekha chahiye

jalwa-gar hai husn sad-naz-o-ada se baam par
kaun phir aata hai zer-e-dam dekha chahiye

phir wahi soz-e-tamanna phir wahi josh-e-junun
hashr tera ai dil-e-nakaam dekha chahiye

kaun hota hai bhari duniya mein ab apna rafiq
iltifat-e-gardish-e-ayyam dekha chahiye

tishna-lab uThta hun un ki bazm se ya shad-kaam
sabr ka milta hai kya inam dekha chahiye

nam ho dushnam ho anjam jo bhi ho 'ziya'
le liya hai baDh ke hum ne jam dekha chahiye

(492) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Poetry

بہ شکل شبنم ٹپک کے ہر گل پہ حسن گل کا نکھار ہو جا

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Ba-shakl-e-shabnam Tapak Ke Har Gul Pe Husn-e-gul Ka Nikhaar Ho Ja

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

ہر سمت ہے طوفان بلا سوچ رہا ہوں

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Har Samt Hai Tufan-e-bala Soch Raha Hun

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

کس طرح کٹتی ہے غم کی شام دیکھا چاہئے

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Kis Tarah Katti Hai Gham Ki Sham Dekha Chahiye

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

یارو کیسی بستی ہے یہ کیسے ہیں دیوانے لوگ

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Yaro Kaisi Basti Hai Ye Kaise Hain Diwane Log

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

جو لذت درد میں ہے جانتے ہیں

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Jo Lazzat Dard Mein Hai Jaante Hain

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

کیوں باد مخالف سے لرزاں و پریشاں ہو

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Kyon Baad-e-mukhaalif Se Larzan-o-pareshan Ho

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

دیس کے بچو

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Des Ke Bachcho

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

دل میں چراغ شوق جلانے سے فائدہ

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Dil Mein Charagh-e-shauq Jalane Se Faeda

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

You can read Kis Tarah KaTti Hai Gham Ki Sham Dekha Chahiye written by Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi at UrduPoint. Kis Tarah KaTti Hai Gham Ki Sham Dekha Chahiye is one of the masterpieces written by Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi. You can also find the complete poetry collection of Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi' above.

Kis Tarah KaTti Hai Gham Ki Sham Dekha Chahiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Tarah KaTti Hai Gham Ki Sham Dekha Chahiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.