Kyon Baad-e-muKhaalif Se Larzan-o-pareshan Ho, Urdu Ghazal By Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi

Kyon Baad-e-muKhaalif Se Larzan-o-pareshan Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi. Kyon Baad-e-muKhaalif Se Larzan-o-pareshan Ho comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Kyon Baad-e-muKhaalif Se Larzan-o-pareshan Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیوں باد مخالف سے لرزاں و پریشاں ہو

سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

کیوں باد مخالف سے لرزاں و پریشاں ہو

جو صاحب قرآں ہو پھر کیوں وہ ہراساں ہو

گرداب حوادث کا اس کو ہو بھلا کیا غم

جو آپ ہی ساحل ہو اور آپ ہی طوفاں ہو

سینے میں عزائم کے طوفاں جو چھپائے ہو

خاطر میں وہ کیا لائے صحرا ہو بیاباں ہو

دکھ درد زمانے کا سمجھے گا بھلا وہ کیا

انساں سے جسے نفرت کہنے کو تو انساں ہو

ہیں خاک نشینوں کی ٹھوکر میں مہ و انجم

سمجھے گا وہی لیکن جو صاحب عرفاں ہو

کیا تم کو خبر کتنی دشوار ہوئیں راہیں

یاں اس کے لئے یارو جو صاحب ایماں ہو

چھٹ جائے گی اک دن یہ ماحول کی تاریکی

اک شمع یقیں یارو بس دل میں فروزاں ہو

پھر ضرب کلیمیؑ سے لرزاں ہوں صنم خانے

کاشانۂ وحدت میں پھر آج چراغاں ہو

جینا ہے ضیاؔ تم کو اوروں کے لئے جینا

کچھ دکھ کا مداوا ہو کچھ درد کا درماں ہو

سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kyon Baad-e-muKhaalif Se Larzan-o-pareshan Ho

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi

kyon baad-e-muKHalif se larzan-o-pareshan ho
jo sahib-e-quran ho phir kyon wo hirasan ho

girdab-e-hawadis ka us ko ho bhala kya gham
jo aap hi sahil ho aur aap hi tufan ho

sine mein azaem ke tufan jo chhupae ho
KHatir mein wo kya lae sahra ho bayaban ho

dukh-dard zamane ka samjhega bhala wo kya
insan se jise nafrat kahne ko to insan ho

hain KHak-nashinon ki Thokar mein mah-o-anjum
samjhega wahi lekin jo sahab-e-irfan ho

kya tum ko KHabar kitni dushwar huin rahen
yan us ke liye yaro jo sahab-e-iman ho

chhaT jaegi ek din ye mahaul ki tariki
ek sham-e-yaqin yaro bas dil mein farozan ho

phir zarb-e-kalimi se larzan hon sanam-KHane
kashana-e-wahdat mein phir aaj charaghan ho

jina hai 'ziya' tum ko auron ke liye jina
kuchh dukh ka mudawa ho kuchh dard ka darman ho

(417) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Poetry

کیوں باد مخالف سے لرزاں و پریشاں ہو

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Kyon Baad-e-mukhaalif Se Larzan-o-pareshan Ho

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

بہ شکل شبنم ٹپک کے ہر گل پہ حسن گل کا نکھار ہو جا

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Ba-shakl-e-shabnam Tapak Ke Har Gul Pe Husn-e-gul Ka Nikhaar Ho Ja

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

دل میں چراغ شوق جلانے سے فائدہ

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Dil Mein Charagh-e-shauq Jalane Se Faeda

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

دیس کے بچو

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Des Ke Bachcho

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

یارو کیسی بستی ہے یہ کیسے ہیں دیوانے لوگ

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Yaro Kaisi Basti Hai Ye Kaise Hain Diwane Log

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

کس طرح کٹتی ہے غم کی شام دیکھا چاہئے

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Kis Tarah Katti Hai Gham Ki Sham Dekha Chahiye

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

جو لذت درد میں ہے جانتے ہیں

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Jo Lazzat Dard Mein Hai Jaante Hain

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

ہر سمت ہے طوفان بلا سوچ رہا ہوں

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi - سید مظفر عالم ضیا عظیم آبادی

Har Samt Hai Tufan-e-bala Soch Raha Hun

Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi Urdu Poetry

You can read Kyon Baad-e-muKhaalif Se Larzan-o-pareshan Ho written by Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi at UrduPoint. Kyon Baad-e-muKhaalif Se Larzan-o-pareshan Ho is one of the masterpieces written by Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi. You can also find the complete poetry collection of Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi' above.

Kyon Baad-e-muKhaalif Se Larzan-o-pareshan Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kyon Baad-e-muKhaalif Se Larzan-o-pareshan Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.