Ek Nishani Aag Mein Phenki Ek Nishani Dariya Mein, Urdu Ghazal By Tahir Baloch

Ek Nishani Aag Mein Phenki Ek Nishani Dariya Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tahir Baloch. Ek Nishani Aag Mein Phenki Ek Nishani Dariya Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Nishani Aag Mein Phenki Ek Nishani Dariya Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک نشانی آگ میں پھینکی ایک نشانی دریا میں

طاہر بلوچ

ایک نشانی آگ میں پھینکی ایک نشانی دریا میں

اور پھر اتنے اشک بہے کہ جتنا پانی دریا میں

ایک محبت کچے گھڑے پر جب سے تیر کے آئی ہے

موجیں لکھا کرتی ہیں ہر روز کہانی دریا میں

تھک جاؤ تو رستہ بدلو اپنی اپنی ناؤ کا

کیا دریا سے لڑنا اور کیا آگ لگائی دریا میں

شاید کوئی اپنی غربت کے ہاتھوں مجبور ہوئی

ایک چنریا بہتے دیکھی کل شب دھانی دریا میں

طاہرؔ خیر ہو سب کی لیکن کچھ انہونی لگتی ہے

جنگل میں کتنی ہلچل کتنی ویرانی دریا میں

طاہر بلوچ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Nishani Aag Mein Phenki Ek Nishani Dariya Mein

Tahir Baloch

ek nishani aag mein phenki ek nishani dariya mein
aur phir itne ashk bahe ki jitna pani dariya mein

ek mohabbat kachche ghaDe par jab se tair ke aai hai
maujen likkha karti hain har roz kahani dariya mein

thak jao to rasta badlo apni apni naw ka
kya dariya se laDna aur kya aag lagai dariya mein

shayad koi apni ghurbat ke hathon majbur hui
ek chunariya bahte dekhi kal shab dhani dariya mein

'tahir' KHair ho sab ki lekin kuchh anhoni lagti hai
jangal mein kitni halchal kitni virani dariya mein

(273) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Nishani Aag Mein Phenki Ek Nishani Dariya Mein written by Tahir Baloch at UrduPoint. Ek Nishani Aag Mein Phenki Ek Nishani Dariya Mein is one of the masterpieces written by Tahir Baloch. You can also find the complete poetry collection of Tahir Baloch by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tahir Baloch' above.

Ek Nishani Aag Mein Phenki Ek Nishani Dariya Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Nishani Aag Mein Phenki Ek Nishani Dariya Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.