Qabila Ishq Ka Mere KHilaf Ho Raha Tha, Urdu Ghazal By Tahir Baloch

Qabila Ishq Ka Mere KHilaf Ho Raha Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tahir Baloch. Qabila Ishq Ka Mere KHilaf Ho Raha Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qabila Ishq Ka Mere KHilaf Ho Raha Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قبیلہ عشق کا میرے خلاف ہو رہا تھا

طاہر بلوچ

قبیلہ عشق کا میرے خلاف ہو رہا تھا

روایتوں سے بڑا انحراف ہو رہا تھا

پھر ایک ہجر کا احرام لا تھمایا گیا

دیار وصل کا پہلا طواف ہو رہا تھا

قبائے زرد نے پیروں کو ڈھانپ رکھا تھا

برہنہ شاخ پہ موسم غلاف ہو رہا تھا

یہ دستکیں مری بنیاد تک ہلا رہی تھیں

کہ جسم و جان میں جیسے شگاف ہو رہا تھا

کئی بلاؤں نے گھیرے میں لے لیا تھا مجھے

کسی کی یاد کا جب اعتکاف ہو رہا تھا

یہ وقت رک گیا طاہرؔ مرے دریچے پر

سویرے ہونے کا یوں اعتراف ہو رہا تھا

طاہر بلوچ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qabila Ishq Ka Mere KHilaf Ho Raha Tha

Tahir Baloch

qabila ishq ka mere KHilaf ho raha tha
riwayaton se baDa inhiraf ho raha tha

phir ek hijr ka ehram la thamaya gaya
dayar-e-wasl ka pahla tawaf ho raha tha

qaba-e-zard ne pairon ko Dhanp rakkha tha
barahna shaKH pe mausam ghilaf ho raha tha

ye dastaken meri buniyaad tak hila rahi thin
ki jism-o-jaan mein jaise shigaf ho raha tha

kai balaon ne ghere mein le liya tha mujhe
kisi ki yaad ka jab etakaf ho raha tha

ye waqt ruk gaya 'tahir' mere dariche par
sawere hone ka yun e'tiraf ho raha tha

(188) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qabila Ishq Ka Mere KHilaf Ho Raha Tha written by Tahir Baloch at UrduPoint. Qabila Ishq Ka Mere KHilaf Ho Raha Tha is one of the masterpieces written by Tahir Baloch. You can also find the complete poetry collection of Tahir Baloch by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tahir Baloch' above.

Qabila Ishq Ka Mere KHilaf Ho Raha Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qabila Ishq Ka Mere KHilaf Ho Raha Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.