Ho Na Kuchh Aur Is Aaghaz Ka Anjam Kahin, Urdu Ghazal By Tanvir Dehlvi

Ho Na Kuchh Aur Is Aaghaz Ka Anjam Kahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tanvir Dehlvi. Ho Na Kuchh Aur Is Aaghaz Ka Anjam Kahin comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ho Na Kuchh Aur Is Aaghaz Ka Anjam Kahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہو نہ کچھ اور اس آغاز کا انجام کہیں

تنویر دہلوی

ہو نہ کچھ اور اس آغاز کا انجام کہیں

ساقیا لب سے لگا دے تو لب جام کہیں

وہ دل آرام جو پہلو میں نہیں ہے اپنے

دل بیتاب کو آتا نہیں آرام کہیں

صدمہ ہائے شب ہجراں سے گرا جاتا ہوں

اے تمنائے شب وصل مجھے تھام کہیں

شام سے ہوتی ہیں دل پر جو بلائیں نازل

کھول بیٹھے نہ ہوں وہ زلف سیہ فام کہیں

لے تو لوں بوسۂ رخ اس کا یہ ڈر ہے تنویرؔ

ہو نہ جائے وہ خفا شوخ گل انداز کہیں

تنویر دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ho Na Kuchh Aur Is Aaghaz Ka Anjam Kahin

Tanvir Dehlvi

ho na kuchh aur is aaghaz ka anjam kahin
saqiya lab se laga de tu lab-e-jam kahin

wo dil-aram jo pahlu mein nahin hai apne
dil-e-betab ko aata nahin aaram kahin

sadma-ha-e-shab-e-hijran se gira jata hun
ai tamanna-e-shab-e-wasl mujhe tham kahin

sham se hoti hain dil par jo balaen nazil
khol baiThe na hun wo zulf-e-siyah-fam kahin

le to lun bosa-e-ruKH us ka ye Dar hai 'tanwir'
ho na jae wo KHafa shoKH-e-gul-andaz kahin

(153) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ho Na Kuchh Aur Is Aaghaz Ka Anjam Kahin written by Tanvir Dehlvi at UrduPoint. Ho Na Kuchh Aur Is Aaghaz Ka Anjam Kahin is one of the masterpieces written by Tanvir Dehlvi. You can also find the complete poetry collection of Tanvir Dehlvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tanvir Dehlvi' above.

Ho Na Kuchh Aur Is Aaghaz Ka Anjam Kahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ho Na Kuchh Aur Is Aaghaz Ka Anjam Kahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.