Faisla Hi Ghalat Kiya Maine, Urdu Ghazal By Tara Iqbal

Faisla Hi Ghalat Kiya Maine is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tara Iqbal. Faisla Hi Ghalat Kiya Maine comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Faisla Hi Ghalat Kiya Maine on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فیصلہ ہی غلط کیا میں نے

تارا اقبال

فیصلہ ہی غلط کیا میں نے

خود ترا ہجر چن لیا میں نے

کوئی شکوہ گلہ کیا میں نے

جو دیا تو نے رکھ لیا میں نے

جب بھی یاد آئے درد کے پنچھی

اک پرندہ رہا کیا میں نے

کس قدر دیکھ جذب ہوں تجھ میں

تو نے سوچا تو سن لیا میں نے

پھر ادھیڑوں گی درد کے سوئیٹر

خواب ہی ایسا بن لیا میں نے

چشم بینا پہ ہے اثر ترا

عکس آنکھوں میں بھر لیا میں نے

اب تسلی سے بات کرتے ہیں

خواہشوں کو سلا دیا میں نے

اب نہ تیری سنوں گی میں تاراؔ

تیرا اب تک کہا کیا میں نے

تارا اقبال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Faisla Hi Ghalat Kiya Maine

Tara Iqbal

faisla hi ghalat kiya main ne
KHud tera hijr chun liya main ne

koi shikwa gila kiya main ne
jo diya tu ne rakh liya main ne

jab bhi yaad aae dard ke panchhi
ek parinda riha kiya main ne

kis qadar dekh jazb hun tujh mein
tu ne socha to sun liya main ne

phir udheDungi dard ke sweater
KHwab hi aisa bun liya main ne

chashm-e-bina pe hai asar tera
aks aankhon mein bhar liya main ne

ab tasalli se baat karte hain
KHwahishon ko sula diya main ne

ab na teri sunungi main 'tara'
tera ab tak kaha kiya main ne

(288) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Faisla Hi Ghalat Kiya Maine written by Tara Iqbal at UrduPoint. Faisla Hi Ghalat Kiya Maine is one of the masterpieces written by Tara Iqbal. You can also find the complete poetry collection of Tara Iqbal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tara Iqbal' above.

Faisla Hi Ghalat Kiya Maine is a widely read Urdu Ghazal. If you like Faisla Hi Ghalat Kiya Maine, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.