Gham-e-hayat Hai Fikr-e-maash Se Logo, Urdu Ghazal By Umar Quraishi

Gham-e-hayat Hai Fikr-e-maash Se Logo is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umar Quraishi. Gham-e-hayat Hai Fikr-e-maash Se Logo comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Gham-e-hayat Hai Fikr-e-maash Se Logo on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم حیات ہے فکر معاش سے لوگو

عمر قریشی

غم حیات ہے فکر معاش سے لوگو

ہمیں تو صدیوں سے اپنی تلاش ہے لوگو

میں پوچھتا نہیں دیر و حرم کے جھگڑوں کو

مجھے بتاؤ یہ کس کس کی لاش ہے لوگو

کسی کے ہاتھ میں ہیں رنگ و نسل کے پتے

کسی کے ہاتھ میں مذہب کا تاش ہے لوگو

لہو لہو ہے مری زندگی کا پیراہن

ہجوم غم سے جگر پاش پاش ہے لوگو

ہمارے دل میں ہے جو کچھ وہی زبان پہ ہے

ہمارا راز تو ہر اک پہ فاش ہے لوگو

عمرؔ کو قتل کیا ہے اسی کے بھائی نے

یہ حادثہ بھی بڑا دل خراش ہے لوگو

عمر قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham-e-hayat Hai Fikr-e-maash Se Logo

Umar Quraishi

gham-e-hayat hai fikr-e-maash se logo
hamein to sadiyon se apni talash hai logo

main puchhta nahin dair-o-haram ke jhagDon ko
mujhe batao ye kis kis ki lash hai logo

kisi ke hath mein hain rang-o-nasl ke pate
kisi ke hath mein mazhab ka tash hai logo

lahu lahu hai meri zindagi ka pairahan
hujum-e-gham se jigar pash-pash hai logo

hamare dil mein hai jo kuchh wahi zaban pe hai
hamara raaz to har ek pe fash hai logo

'umar' ko qatl kiya hai usi ke bhai ne
ye hadisa bhi baDa dil-KHarash hai logo

(231) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham-e-hayat Hai Fikr-e-maash Se Logo written by Umar Quraishi at UrduPoint. Gham-e-hayat Hai Fikr-e-maash Se Logo is one of the masterpieces written by Umar Quraishi. You can also find the complete poetry collection of Umar Quraishi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umar Quraishi' above.

Gham-e-hayat Hai Fikr-e-maash Se Logo is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham-e-hayat Hai Fikr-e-maash Se Logo, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.