Yaadon Ka Koi Dip Jalae To Baat Hai, Urdu Ghazal By Aashiq Jafri

Yaadon Ka Koi Dip Jalae To Baat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aashiq Jafri. Yaadon Ka Koi Dip Jalae To Baat Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Yaadon Ka Koi Dip Jalae To Baat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یادوں کا کوئی دیپ جلائے تو بات ہے

عاشق جعفری

یادوں کا کوئی دیپ جلائے تو بات ہے

وہ چاندنی ہے پاس بلائے تو بات ہے

آ کر کسی بھی باغ میں مل جائے خیر ہے

گوری اگر نہ گھر پہ بلائے تو بات ہے

پھر ذکر چاہتوں کا سماعت کا حسن ہو

پھر داستان وصل سنائے تو بات ہے

ہے وقت مہرباں تو کرے شاد کام دل

یہ دوریوں کے زخم بھلائے تو بات ہے

رت ہے ملن کی اس کے بھی رستے میں آئے ہیں

تازہ گلاب ہاتھ پہ لائے تو بات ہے

عاشقؔ ہے عاشقی کی ضروری ہے گر اسے

اس عاشقی میں خود کو گنوائے تو بات ہے

عاشق جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yaadon Ka Koi Dip Jalae To Baat Hai

Aashiq Jafri

yaadon ka koi dip jalae to baat hai
wo chandni hai pas bulae to baat hai

aa kar kisi bhi bagh mein mil jae KHair hai
gori agar na ghar pe bulae to baat hai

phir zikr chahaton ka samaat ka husn ho
phir dastan-e-wasl sunae to baat hai

hai waqt mehrban to kare shad-kaam dil
ye duriyon ke zaKHm bhulae to baat hai

rut hai milan ki us ke bhi raste mein aae hain
taza gulab hath pe lae to baat hai

'ashiq' hai aashiqi ki zaruri hai gar use
is aashiqi mein KHud ko ganwae to baat hai

(648) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yaadon Ka Koi Dip Jalae To Baat Hai written by Aashiq Jafri at UrduPoint. Yaadon Ka Koi Dip Jalae To Baat Hai is one of the masterpieces written by Aashiq Jafri. You can also find the complete poetry collection of Aashiq Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aashiq Jafri' above.

Yaadon Ka Koi Dip Jalae To Baat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yaadon Ka Koi Dip Jalae To Baat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.